jahan tak meri nakis aqal kehti hai iski ek bunyadi wajah hum jo namaz mein sana , fateha , tasbeehat aur duaayen perhte hen un ka tarjama yaa mafhoom ka pata na hona hai.
Hamain kam az kam namaz ka mukammal tarjama aana chahye takay hamara mukammal focus namaz ke ander hee rahay.
agli dafa jab namaz perhen to tarjama apne zehan mein laane ki koshish kerein , inshaAllah afaqa ho ga.