Haider2332
Politcal Worker (100+ posts)
Re: Reply to Zaid Hamids open letter to Imran Khan
hahaha.....tum jaisey log hote hein jin ke baare mein Hazrat Umar (RA) ne kaha tha ke hadees subko aisey hi mat sunaya karo. Samajhdaari ki baat subki samajh mein nahin aati.
Mein PTI ka supporter hun tu apne liye aur agar nahin honga tu wo bhi apne liye.......kisi ki aisi ki taisi ke wo mujhe force ker sake. Aur tum jaisey hote hein jin ki waja se PTI, MQM lagne lagti hai aur Imran Khan ko auron se maazrat kerni parti hai.
Tum pooja kerte raho bandon ki. jaisey Noora leaque wale ***** aur PP wale Bhutto ki kerte hein. I dont give a ****.
Jo baatein tumne ki hein...sub tor mor ker.......Allah tumhein hidayat de. Apne country ko jahannum kehne waalon se koi kya inqilaab ki tawaqa rakhe ga. la haula wala quwwat.
@HAIDER 2322 ...janab mein aap ke samney bhi hota tu aap kia kar laytey yeh tu khair kabi easa hota tu pata chalta. or jahanum mein aap mujhe pohancha nahe saktay kiyon ke jahaum mein mein already hi hon or ab woh aag lay kar aon ga ke on sab ko jin ko iss jahum mein hona chahye on ko jala kar sath laoon ga mere liye pakistan ki yeh halat jahum say kam nahe hai. dosri baat apney aap ko please p t i ka supporter keh kar hamein sarminda na karein .. qaid e azam english mein speach kar rahye thay or eik unparh admi jhom raha tha oss say kisi nay pocha kia samjh ai oss nay kaha samjh nahe par jo keh raha hai such keh raha hai . so p t i ka suppoter ab easa hi hai .. kisi tahir ul padri ke jhotey khawab ya kisi zahid hamid ke jhotey sahabi pay aap ka iman ho sakta hai hamara nahe.
media ka propoganda waghira waghira yeh sab bakwas hai gadhay demagh ke hain aap jo 71 mein paksitan totnay ke baad bi india fatah karney ki khuwahish lay kar balouchistan par fata par charh doray hain.. apnay aap ko imran khan say ziyada siyana samjtay hain aap eik dahi ki dukan nahe chala saktay .jo admi oxford say parah kar 16 paksitan ke aap jeasy jahilon mein din raat rola hai woh aap ki iss do takey ki danishmandi say ziyada akal or experience rakhta hai. mein nay eik dafa eik t v par clip dekha tha phatey kapray pehany eik shaks jo sayad kai sal say nahaya bhi na ho os say kisi t v anchor nay imran ke barey mein pocha tu oss nay kaha imran ko kuch pata nahe hai .yeh keh woh raha tha jo apna ghar run nahe kar sakta . or mein aap ko yeh batoon aap 500 dafa jam kar aa jain aap shaba karam ke paoon ki khaak nahe . aap jesay danishawar apney aap par islam nafiz nahe kar saktay or himat inti ke hazarat umar bin khatab par behas karney lagtey hein ... mera iman hai hazor pbuh ka har sahabi apni zaat mein eik sitara hai. mujhe kis zahid hamid ki koi daleel nahe cheye .mein nay pehali dafa hi iss ko judge kar liya tha joker hai .ham radio paksitan dehli say baat karein gai ..