takjhank said:MUFTI E AAZAM sahib nay itna kuch tu bata dia qoum ko parhnay k liye.. lekin ye nahi bataya k jo chiz farz hay.. or kisi haal may chornay par us ki maafi nahi hay... wo b zaroor parhni hay.. i mean.. NAMAZ OR QURAN.. 5 times namaz and atleast 1 time quran in a day...
MUFTI E AAZAM sahib ko ye sochna chahye k jo qoum NAMAZ or QURAN parhnay k liye time nahi nikaalti.... wo ye sab chizen kesey parhay gi.... is qoum k pass Masjid k pass khray ho kar ghanto baten karnay ka tu time hay.. lekin is bat ka time nahi hay k masjid say azan ki awaz anay par wo masjid ki taraf chal day......
yahan par ye kehna bhi bohat zaroori hay k is may MUFTI E AAZAM sahib ka kasoor nahi hay........ is may qoum k har us fard ka kasoor hay jo in 2 bato par kaan nahi dharta....

© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|