canadian

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

10643121576721980540.gif
 
fahid_asif

Senator (1k+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Ye Shehar Agar Shehar Hai To Phir Sunsan Sa Kyun Hai
Is Shehar Ka Her Shakhas Parishan Sa Kyun Hai

Is Shehar K Loog Jise Khetey Hain Masiha
Wo Mere Dard Se Anjaan Sa Kyun Hai

Matti Ka bana Hai To Pigal Kyun Nahi Jata
Pathar Ka Sanam Hai To Phir Insaan Sa Kyun Hai
 
riverblue

MPA (400+ posts)
Re: Poetry Sharing, Mehfile Shier-o-Adab محفل شعر و ادب (Poetry Sharing Point)

Quran ki faryaad

taaqo mein sajaya jaata hoon, aakhon se lagaaya jaata hoon
taweez banaya jaata hoon, dho dho ke pilaaya jaata hoon

juzdaan hareer-o-resham ke aur phool sitaare chaandi ke
phir itr ki baarish hoti hai, khusbu mein basaaya jaata hoon

jiss tarha se tota maina ko kuchh bol sikhaaye jaate hain
iss tarah parhaaya jaata hoon, iss tarah sikhaaya jaata hoon

jab qol-o-qasam lene ke liye takraat ki nobat aati hai
phir meri zaroorat parrti hai, haathon mein uthaaya jaata hoon

dil soz se khaali rehte hain, aankhen hain ke num hoti hi nahin
kehne ko main ek ek jalse mein parh parh ke sunaya jaata hoon

neki pe badi ka galba hai, sachchai se barhkar dhokha hai
ek baat hansaaya jaata hoon, sau baat rulaaya jaata hoon

ye meri aqeedat ke daawe, qanoon pe raazi ghairon ke
yun bhi mujhe ruswa karte hain, aise bhi sataaya jaata hoon.
 
sarbakaf

Siasat.pk - Blogger
Re: کس قدر سخت ہے اے جان جہاں ہجر کی رات

i wonder how long you work to find out such a crap poetry
 
Zaidi Qasim

Prime Minister (20k+ posts)
Re: کس قدر سخت ہے اے جان جہاں ہجر کی رات

Abbasiali Bhai
Asalam_O_Aleikum:

ابھی اک شور”ھا ہو” سنا ہے ، سار بانو نے
وہ پاگل قافلے کی ضد ميں پيچھے رہ گيا ہوگا
ہے نصف شب ، وہ ديوانہ ابھی تک گھر نہيں آيا
کسی سے چاندی راتوں کا قصہ چھڑ گيا ہوگا

عباسی بھائ ہم اگر اس غم عشق کے بجاۓ زندگی کے حقيقی مساۂل کی طرف جتنی جلدی واپس آسکيں اتنا ہی بہتر ھے ۔
 
Last edited:

abbasiali

Minister (2k+ posts)
Re: کس قدر سخت ہے اے جان جہاں ہجر کی رات

Abbasiali Bhai
Asalam_O_Aleikum:

ابھی اک ”ھا ہو” سنا ہے ، سار بانو نے
وہ پاگل قافلے کی ضد ميں پيچھے رہ گيا ہوگا

ہے نصف شب ، وہ ديوانہ ابھی تک گھر نہيں آيا
کسی سے چاندی راتوں کا قصہ چھڑ گيا ہوگا

عباسی بھائ ہم اگر اس غم عشق کے بجاۓ زندگی کے حقيقی مساۂل کی طرف جتنی جلدی واپس آسکيں اتنا ہی بہتر ھے ۔

Waalaikum Assalam,

Brother Zaidi,

Its been a while, hope you are doing well,

Asal main jub mera frustration jub hud sey badh jata hai to pjir yehi ek rah e farar rah jati hai. Haqeeqat per mabni baat ko hazam nahi hoti hamarey piyaroun sey, aur jub apney piyarey roothney lugtey hain to phir sirf yehi raasta rah jata hai,

Hope is well with you.

Regards.
 
Re: کس قدر سخت ہے اے جان جہاں ہجر کی رات

Waalaikum Assalam,

Asal main jub mera frustration jub hud sey badh jata hai to pjir yehi ek rah e farar rah jati hai. Haqeeqat per mabni baat ko hazam nahi hoti hamarey piyaroun sey, aur jub apney piyarey roothney lugtey hain to phir sirf yehi raasta rah jata hai,

Hope is well with you.

Regards.

ab aisi bhi kia preshani hai.
islam mein 4 shadiyon ki ijazat hai. aur jannat mein hoorain bhi milain gi.
 
angryoldman

Aap ki halat dekh ke lagta hai ke babhi aur bachy apny (nanke)gy huy hai.
 
abbasiali

Minister (2k+ posts)
Re: کس قدر سخت ہے اے جان جہاں ہجر کی رات

ab aisi bhi kia preshani hai.
islam mein 4 shadiyon ki ijazat hai. aur jannat mein hoorain bhi milain gi.

lolzzzzzzzzzzz abhi itna bura waqt nahi aya hai meri jaan, waisey aaj kul aap ko log kaafi khoubsoorti sey encounter kr rahey hain......sair per sawa seir......
 
Re: کس قدر سخت ہے اے جان جہاں ہجر کی رات

lolzzzzzzzzzzz abhi itna bura waqt nahi aya hai meri jaan, waisey aaj kul aap ko log kaafi khoubsoorti sey encounter kr rahey hain......sair per sawa seir......

جتنا میں اس فورم پر انجوائے کر رھا ھوں میں ھی جانتا ھوں۔ میں تو صرف اتنا کہوں گا۔ رب کا شکر ادا کر بھائی جس نے تیری گائے بنائی۔ لیکن یہاں تو ریوڑ ھیں گائے اور بھیڑ بکریوں کے۔ اور ان سب کو یہی پیغام ھے میرا۔ اور بھی غم ھیں زمانے میں سیاست کے سوا۔
 
Zaidi Qasim

Prime Minister (20k+ posts)
Re: کس قدر سخت ہے اے جان جہاں ہجر کی رات

جتنا میں اس فورم پر انجوائے کر رھا ھوں میں ھی جانتا ھوں۔ میں تو صرف اتنا کہوں گا۔ رب کا شکر ادا کر بھائی جس نے تیری گائے بنائی۔ لیکن یہاں تو ریوڑ ھیں گائے اور بھیڑ بکریوں کے۔ اور ان سب کو یہی پیغام ھے میرا۔ اور بھی غم ھیں زمانے میں سیاست کے سوا۔
رب کا شکر ادا کر بھائ ، جس نے تيری کاۓ بنائ !
ميرا خيال ھے يہ دودھ دينے والی گاۓ کا ذکر نہيں تھا ، مگر يار لوگوں نے اس لفظ کو گاۓ ميں بدل کر عنوان ہی بدل ديا ۔ اللہ عالم اس ميں کتنا سچ ھے ۔
 
Back
Top