Ibrahim Madani

Minister (2k+ posts)
یوم آزادی پر آپ کے نام پیغام

[video]https://www.facebook.com/JIPOfficial/videos/1180236045356026/[/video]

[FONT=&amp]آوٴ کہ پھر آج کریں عہد سبھی مل کر
اس ارض پاک کی مٹی کو ہاتھ میں لے کر
کہ دھو ڈالیں گے وہ کشت و خون کا غبار
آلودہ ہو گٴے ہیں جس سے وطن کے در و دیوار
بھری ہیں نفرتیں جنہوں نے تہ بہ تہ دل میں
نکلیں گے ان کی زہر آلودہ سوچوں کے بھنور سے
برچھیوں کی مانند تحریریں کے اثر سے بچ کر
اپنائیں گے وہ لازوال اسلوب عہد رفتہ کے
آو کہ آج پھر سے اپنی جنت کو سجائیں
سوچ بدلیں ، انداز فکر ، خود کو بدلیں
توڑیں جھوٹی انا کے خول کو ، بھیک مانگتے کشکول کو
دیں فروغ یہاں ایک نئی ملت کی تعمیر کو
بنائیں دل میں جگہ پھر سے نئ محبتوں کے لۓ
سنواریں ارض وطن کو آنے والوں کی بقاٴ کے لۓ
[/FONT]
[FONT=&amp](ڈاکٹر ندیم جعفری)[/FONT]
 

Rizwan2009

Chief Minister (5k+ posts)
کيسے کيسے لوگ ہمارے جي کو جلانے آجاتے ہيں

کيسے کيسے لوگ ہمارے جي کو جلانے آجاتے ہيں
اپنے اپنے غم کے فسانے ہميں سنانے آجاتے ہيں
ميرے لئے يہ غير ہيں اور ميں ان کے لئے بيگانہ ہوں
پھر بھي يہ اک رسم جہاں ہے جسے نبھانے آ جاتےہيں
ان سے الگ ميں رہ نہيں سکتا اس بے درد زمانے ميں
ميري يہ مجبوري مجھکو ياد دلانے آجاتے ہيں
سب کي سن کر چپ رہتے ہيں دل کي بات نہيں کرتے
آتے آتے جينے کے بھي لاکھ بہانے آجاتے ہيں
منير نيازي مرحوم

 

Night_Hawk

Siasat.pk - Blogger
Mast Nazroon Se Allah Bachhae

Nusrat Fateh Ali Khan


Koi dil mein liye armaan chala jaata hai
Koi khoye huay ausaar chala jaata hai
Husn walon se yeh keh do ke na niklein bahir
Dekhne walon ka eimaan chala jaata hai


Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye
Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye

Har bala sar pe aa jaye lekin
Husn walon se Allah bachaye

Inki maasoomiyat par na jaana
Inke dhoke mein har giz na aana
Loot lete hain yeh muskura kar
In ki chalon se Allah bachaye

Inki maasoomiyat par na jaana
Inke dhoke mein har giz na aana
Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye

Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye
Loot lete hain ye, loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain


Jalakrukhi dikha kar, muskura kar loot lete hain
Nigao se nigao ko mila kar loot lete hain
Ye atchi pardadaadi hain, ye atchi dilnawazi hain
Hasa kar loot lete hain, rula kar loot lete hain

Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain

Husn waale wafa nahi karte
Ishq waale dagha nahi karte
Zulm karna to inki aadat hain
Ye kisi ka bhala nahi karte

Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Amir is raaste se jo guzrte hain woh kehte hain
Muhalla hain haseeno ka, ke ki basti hain

Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye


Inki fitrat mein hain be-wafaai
Jaanti hain ye saari khudaaee
Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye

Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye
Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye
 

Natasha Khann

New Member
[FONT=&quot]Mujhko aap apna aap dijiyega,
aur kuchh bhi na mujh se lijiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Aap bemisl, bemisaal hun main,
mujh siwa aap kis pe rijhiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Aap jo hain azal se hi benaam,
naam mera kabhi toh lijiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Aap bas mujh mein hi toh hain, so aap
mera behad khyaal kijiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Hai agar waaqai sharaab haraam,
aap hothon se mere pijiyega.

[/FONT]

[FONT=&quot]Intezaari hun apna main din raat,
ab mujhe aap bhej dijiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Aap mujh ko bahut pasand aaye,
aap meri kameez sijiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Dil ke rishte hain khoon, jhooth ki sach,
ye muamma kabhi na boojhiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Hai mere jism-o jaan ka maazi kya ?
mujh se bas ye kabhi na poochiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Mujh se meri kamaai ka sar-e shaam,
paai paai hisaab lijiyega.
[/FONT]

[FONT=&quot]Zindagi kya hai, ik hunar karna
so qareene se zehar pijiyega.
[/FONT]

[FONT=Open Sans, Helvetica, Arial, sans-serif]Main jo hun, Jaun Eliya hun janaab,[/FONT]
[FONT=Open Sans, Helvetica, Arial, sans-serif]iska behad lihaaz kijiyega[/FONT]
[FONT=Open Sans, Helvetica, Arial, sans-serif]Jaun elia official site http://www.jaunelia.com[/FONT]
 

Natasha Khann

New Member
Tujh Se Gilay Karoon jaun elia poetry

[h=2]Tujh Se Gilay Karoon[/h][FONT=&quot]Tujh Se Gilay Karoon Tujhe Janaan Manaaon Main
Ik Bar Apne Aap Mein Aaon To Aaon Main[/FONT]

[FONT=&quot]Dil Se Sitam Ki Besaro Kaari Hawaa Ko Hai
Woh Gard Urraa Rahi Hai Ke Khud Ko Ganwaaon Main[/FONT]

[FONT=&quot]Naadim Hoon Woh Ke Jis Pe Nadaamat Bhi Ab Nahin
Woh Kaam Hain Ke Apni Judai Kamaaon Main[/FONT]

[FONT=&quot]Kyonkar Ho Apne Khawab Ki Aankhon Mein Wapsi
Kis Taur Apne Dil Ke Zamamon Mein Jaaon Main[/FONT]

[FONT=&quot]Ik Rang Si Kamaan Ho Khushbu Sa Ik Teer
Marham Si Ik Wardaat Ho Aur Zakham Khaon Main[/FONT]

[FONT=&quot]Shikwa Sa Aik Dareecha Ho Nasha Sa Ik Sakoot
Ho Shaam Aik Sharab Si Aur Larrkhraon Main[/FONT]

[FONT=&quot]Phir Is Gali Se Apna Guzar Chahta Hai Dil
Ab Is Gali Ko Kaunsi Basti Se Laaon Main
Jaun elia official site http://www.jaunelia.com[/FONT]
 

Natasha Khann

New Member
Two line Best Urdu poetry

Two line Best Urdu poetry
top-7-hasrat-mohani-two-line-poetry-images

Hasrat-Mohani-Two-line-poetry-1.jpg

Hasrat-Mohani-Two-line-poetry-2.jpg

Hasrat-Mohani-Two-line-poetry-3.jpg
 

Saba Malik

Voter (50+ posts)
Duniya me koi kisi ke liye kuch nahi karta, Marne wale ke saath har koi nahi marta, Are Marne ki baat to door rahi, Yaha to zindgi hai phir b koi yaad nahi karta
 

AizaKhan

Voter (50+ posts)
Mere Rag-O-Pe Mein Sama Gaya Wo Shakhs Meri Zindagi Mein Chah Gaya Wo ShakhsMere Dil Se Dil Mila Gaya Wo Shakhs Mujhe Khush Naseeb Bana Gaya Wo ShakhsMujhe De Gaya Apni Har Khushi Meri Aankhon Se Neend Chura Gaya Wo ShakhsJane Kia Baat Thi Us Mein Aisi Mujhe Mohabbat Karna Seekha Gaya Wo Shakh
 

The_Choice

Senator (1k+ posts)



Love for the Murderer, yet sympathy for the Victim, but which would you like to requite your affection?

You bow down to your Creator, yet seek the companionship of Iblees, but Whose Mercy will you seek on the Day of Judgement?

*An inspired translation of an Urdu poem by Allama Muhammad Iqbal (RA).*
 

SachGoee

Senator (1k+ posts)



ہرتاروپود من بسراید بعشق او
از خود تہی و از غم آں دلستاں پرم


آپ ﷺ کا عشق میرے وجود کے ہر رگ و ریشہ میں سرایت کرچکا ہے اور میں اپنے آپ سے خالی اور اس محبوب کے غم سے پر ہوں ۔


 
Last edited: