Maulana Tariq Jameel Threads - Collection

samar

Minister (2k+ posts)
Re: 4 Hastiyan Duniya Mein Sub Se Ziyada Roi Hain,

Jb koi kehta he merey liaey ALlah hi kafi he to phir hoor ka mutaliba kion krta he???????????

ye dono batain to aikhathey nhi ho sakteen.
 

babadeena

Minister (2k+ posts)
Re: 4 Hastiyan Duniya Mein Sub Se Ziyada Roi Hain,

4 Hastiyan Duniya Mein Sub Se Ziyada Roi Hain,

1= Hazrat Aadam (A.S)
Jannat Se Nikaly jane Par,

2=Hazrat Yaqub (A.S)
Apne Betay Hazrat Yousuf (A.S) Ki Judaai Mein,

3=Hazrat Yahyah (A.S)
Khauf E KHUDA Mein,

4=Hazart Mohammad (صلى الله عليه وسلم)
Apni Um'mat Ki Fikar Mein. ......(SUBHANALLAH)
QURBAN JAAIYE AISE PYARAY NABI swa

Please quote the source, leaving No.2 Hazrat Yaqub (A.s.).
 

jh_haroon

Politcal Worker (100+ posts)
Re: 4 Hastiyan Duniya Mein Sub Se Ziyada Roi Hain,

Jb koi kehta he merey liaey ALlah hi kafi he to phir hoor ka mutaliba kion krta he???????????

ye dono batain to aikhathey nhi ho sakteen.

جب کوئی یہ کہتا ہے کہ
"میرے لیے الله ہی کافی ہے."
تو اس کا مطلب یہ ہے کہ ہر پریشانی، دکھ، تکلیف، مشکل، بیماری، خوف اور شر سے بچنے کے لیے میری نظر صرف الله پر ہے نہ کے مخلوق پر. جبکہ حور، جنت یا کسی بھی ایسی چیز کا مطالبہ جو کہ انسان کے لیے الله نے جائز قرار دی ہے کوئی گناہ تو نہیں اور نہ ہی یہ توکل کے خلاف ہے

 

raeeq

Citizen
Re: 4 Hastiyan Duniya Mein Sub Se Ziyada Roi Hain,

Dostu complete iss tireha hai mery khail mai app is say ikhtlaf ker sikty hai,
Mery liy Allah Aur Us ka Rasool SAW hi kafi hai,
 

samar

Minister (2k+ posts)
Re: 4 Hastiyan Duniya Mein Sub Se Ziyada Roi Hain,

جب کوئی یہ کہتا ہے کہ
"میرے لیے الله ہی کافی ہے."
تو اس کا مطلب یہ ہے کہ ہر پریشانی، دکھ، تکلیف، مشکل، بیماری، خوف اور شر سے بچنے کے لیے میری نظر صرف الله پر ہے نہ کے مخلوق پر. جبکہ حور، جنت یا کسی بھی ایسی چیز کا مطالبہ جو کہ انسان کے لیے الله نے جائز قرار دی ہے کوئی گناہ تو نہیں اور نہ ہی یہ توکل کے خلاف ہے


jb sach boley Allah k liaey bolna chahey ya hoor k liaey
jb sharab ka inkaar krey to Allah ki khatir karey ya hoor k liaey
jb zina ka inkaar krey to Allah ki khatir krey ya hoor k liaey
jb tableegh krey to Allah ki khatir krey ya hoor k liaey
jb nimaaz parhey to Allah ki khatir krey ya hoor k liaey
jb roza rakhey Allah ki khatir ya hoor k liaey
jb hajj zakat dee Alah k liaey ya hoor k liaey

ore jab jihaad krey to Allah ki khatir ya hooron ki khatir

Jb me hoor ki lalach me aamal kr raha hoon ya apney aapko burey aamal se bacha raha hoon Allah ki raza ki khatir nhi to phir kaisey merey liaey Allah hi kafi ho gaya............

Allah ko to sirf me ne mushkil wakt k liaey rakha hoa he, baki talab to mere hoor he Allah ki raza nhi.
 

zaman

MPA (400+ posts)
Re: Prize Bond - Moulana Tariq Jameel

دو سال پہلے کے اخبار جہاں کے شمارے میں کتاب سنت کی روشنی میں " انعامی بانڈ" کے انعام کے حلال ہونے کا فتویٰ پڑھ چکا ہوں -مولانا نے "ظلال ال قران " نامی تفسیر کا حوالہ دیا تھا -باقی سارےعلما کا فتویٰ اسکے حرام ہونے پر ہے -