Aik din Hazart Molana Roomi nay aik aadmi say poocha,
"kaisay guzar basar ho rahi hai"
us aadmi nay jawab diya(mil jahay tu shukar kartay hein ur na milay tu sabr)
is par Molana Roomi nay kaha,
"aisa tu bagdad kay *****y bi kartay hein"
jawaban us aadmi nay poocha Hazrat app ki guza basar kaisay ho rahi hai.
App nay farmaya,
"mil jahay tu khairat kartay hein ur na mily tu shukar.(yeh hai sufi logon ki pehchan)