In police waalon ne socha hoga ke chalo behti ganga mein haath dho lo.
Yeh businessmen barey sayanay hain, MQM ke asal bhatta khoron mein aur jaali bhatta khoron mein faraq ker sakte hain. Tabhi tou unko pakar liya. Kaash yeh har kisam ke bhatta khoron ke khilaaf akhtay ho jayen, issi terha.