یہ بات آپ سب کے بارے میں نہیں کہہ سکتے ہیںAllah sub ko hidayat say nawaz ta hay magar hum nay kabhi kosish he nahi key kay Quran khool kar iss ko samjha jaay. Humain ko jo hamaray parents ya masjid kay moulvi nay sikha diya bus woh he hamara Islam hay hum khud apni aqal ko use nahi kartay.