Imran rules out alliance with PML-N

Bilal_Mushi

Minister (2k+ posts)
Imran rules out alliance with PML-N

26533_22025527.jpg

PTI chief Imran Khan said that his party could form an alliance with any party except PML-N.

Holding a press conference in Karachi, Imran Khan said that the president; the prime minister and Nawaz Sharif were following the US policies to prolong their rules. “The purpose of the independence had not been achieved”, Imran added.

He urged the nation to raise unanimous voice if they want to see Pakistan as a sovereign and independent country.

The PTI chief said that Nawaz Sharif dramatized the issue of freedom of the judiciary just to save Punjab government.

Imran Khan said that his party could form an alliance with any party except PML-N because the ‘Punjab’s lions’ even play a cricket match with their own umpire.

Imran said that the present government could not put the army under civilian rule because this needs courage as well as strong will.

He appealed the masses to participate in the sit-in against drone attacks on May 21-22.

http://www.dunyanews.tv/index.php?key=Q2F0SUQ9MiNOaWQ9MjY1MzM=
 
aushami

MPA (400+ posts)
Khan saab. Main dua karta hoon ke aap apne is faisle main kaamyaab rahen. This is very bold step taken too early.

Long Live IK!!
Long Live PTI!!!
 
usm100

Minister (2k+ posts)
WOW what a statement my lord lol. He can form alliance with any one. PPP allowed, ANP allowed, MQM killers allowed, Diesel allowed.
You name the most hypocrats of pakistan and he is willing to form alliance with them. But not 1 party the PML N hahaha one should clearly understand its because of the ARMY. THere is no other party that have taken a stand against army and only Nawaz had the guts and balls to take them. And Imran i guess thinks he has 4 balls and he is tarzon. Some one beta tell him the other is generals balls who is on his back lol
The most crazy and infant like person this imran is. What the crap he could talk now?
 
usm100

Minister (2k+ posts)
Sab hallal hogaya Imran ka lia bhee. Chaloo zardari imran bhai bhai lol wah wah kia dhoka baazi hai for common people.
Khan saab. Main dua karta hoon ke aap apne is faisle main kaamyaab rahen. This is very bold step taken too early.

Long Live IK!!
Long Live PTI!!!
 
enigma_1357

MPA (400+ posts)
Ab wohi harf e juno'n sab ki zuba'n tahri hay
Jo bhi chal nikli hay wo baat kahan tahri hay

Abb PTI ko koi nahi rook sakta INSHALLAH. aur PML N ki barbadi ko koi nahi rok sakta INSHALLAH
 
arslan4u

Minister (2k+ posts)
he still does,nt not able to give this type of statement,he is flying in the air&does,nt know the ground reality.jab iski zamanat zabt ho gi tab is ko hosh aigi.
Shaheen aasmaan mai urtay hain aur geedar zameen pe reengtay hain.
Lagay raho apnay geedar ki taareef karne mai, wikileaks ne aj us ka aik aur pol khol dia hai, sab ko pata chal gaya PMLN ne chief justice ki movement hijack kyun ki. Agar itnay hi wafadaar thay chief justice ke saath to apni zubaan pe qaim rehte aur APDM ke saath election boycott karte, lekin tab bhi kursi ke liay asool qurban kar diay. Ye sab bhi 'ground realities' hain, in ka saamna karna seekh lo.
 
adslpxp2

MPA (400+ posts)
I think there is more to come in Wikileaks about these two Ganjay brothers.

Allah is exposing all the liars.

Wonderful thing is that they are being exposed by their own Master USA.
 
Last edited:

asmirza

Senator (1k+ posts)
Shaheen aasmaan mai urtay hain aur geedar zameen pe reengtay hain.
Lagay raho apnay geedar ki taareef karne mai, wikileaks ne aj us ka aik aur pol khol dia hai, sab ko pata chal gaya PMLN ne chief justice ki movement hijack kyun ki. Agar itnay hi wafadaar thay chief justice ke saath to apni zubaan pe qaim rehte aur APDM ke saath election boycott karte, lekin tab bhi kursi ke liay asool qurban kar diay. Ye sab bhi 'ground realities' hain, in ka saamna karna seekh lo.

why he disappered on long march,where he was?agar nawaz shareef bahir na nikalta to c j kabhi bahal na hota.wikileaks ke pehle inkashafat bhi yaad hein jis mein wo kehta he ke american ambassador ne n s ko c j movement se door rehne ka kaha lekin wo nahi mana.waqt sabit kare ga ke ye geeder he,buzdil he khali bharkein maarta he,jaise is ne DON ALTAF se muaafi mangi he nawaz shareef se bhi maange ga.(kaafi he ya or kuchh bhi)
 
M javed

Banned
Imran Khan ke supporters hamesha yeh kehte hain ke - saboot do Imran Khan Agensiyun ka aadmi hay.

Main kehta hoon aggar ghor se sno woh kya keh raha hay toa aap ko kissi saboot ki zaroorat nahein.

Woh keh raha hay - main Altaf Hussain ke saath beth sakta hoon, main Musharraf ke saath beth sakta hoon, Main Zardari ke saath beth sakta hoon, main Ch. Shujaat ke saath beth sakta hoon, main Fazal-ur-Rehman ke saath beth sakta hoon lekan Nawaz Sharif ke saath nahein beth sakta.

Kya pichle dinon main yahi sabaq agensiyon ne nahein dya ke sab milker ittehad banao aur Nawaz Sharif ka raasta roko.

Dron attacks main do fareeq hain (1) Pakistan ki Governent aur (2) Armreeka

Imran Khan NATO ke tanker rok ker Amreeka ke khilaf toa baat ker raha hay lekan Zardari hakoomat ke khilaf baat nahein kerta.

Aur zulam ye ke wo Zardari aur Musharaf ke saath mil bethne ko tyyar hay jo ke dron hamlon main braber ke shareek hain.

Yeh baat samaj main nahein aati ke wo aadhi baat kyun kerta hay.

Aur uss aadhi baat per dherne de raha hay

Raymond Davis issu per uss ne jhoot bola aur Nawaz Sharif per alzaam dhar dya

Jab ke uss ko patta tha ke Raymond Davis ko Zardari ke kehne per Agensyon ne raha kerwaya.

Wo na toa Zardari ke khilaf bola na agensyon ke khilaf

Bilke her baat per Nawaz Sharif per alzaam lagana sharoo ker deta hay

Waja yeh hay ke Imran Khan koi zaheen aadmi nahein.

Uss ka damagh band hay.

Uss ko jesse koi kehta hay wo ussi tarah Qawwali sharoo ker deta hay.
 
Yahan pe bohat bol rahe ho, wikileaks wali thread pe aik bhi N league wala nazar nahi aa raha...
Tum loag sirf jhoot bol ke apnay geedar ko bacha saktay ho, agar ganjay ne CJ ki movement hijack ki aur american ambassador ki baat nahi mani to wo apnay zaati maqsad ke liay tha, jo ab saabit ho gaya. Ye sab kaam apni zaat ke liay kartay hain, kabhi mulk ke liay nahi karte. Imran Khan Islamabad mai tha long march ke time kyunke plan yehi tha ke agar ***** lead na kar saka to Imran Khan lead kare ga lekin ganjay ne gujranwala pe hi deal kar li aur long march khatam kar dia.
Rahi baat maafi mangnay ki to Imran Khan tumharay ganjay ki tarha geedar nahi hai jo Altaf se maafi mangay, Nawaz geedar ne Musharraf se maafi mangi aur mulk se faraar ho gaya, Imran Khan ne Altaf pe case kia hua hai aur wo case wapas nahi lia.
 
Ye lo aa gaya ganjon ka aik aur rakhwala. Agar kaan hain to kabhi sun lo Imran Khan kya kehta hai, aksar sunayi de ga ke wo Zardari ko mulk ka sab se bara daaku kehta hai. Kabhi ganjay ne Zardari ko chor kaha? Kabhi Zardari se poocha ke swiss bank accounts mai paisa aur surrey palace kahan se aya? Nahi aur kabhi keh bhi nahi sakta kyunke us ka bhai jo hai. Aur alliance pe Imran Khan kafi dafa keh chuka hai ke kisi party se alliance nahi ho gi jis ki leadership ka paisa aur assets mulk se bahir hon is liay zyada fikar na karo, apna dimagh kholo aur ganjay ke liay qawaali karna band kar do. Thori si aqal istemaal karo to pata chal jaye ga ISI ke through power mai kaun aya aur Dictator se ministries ke mazay kis ne liay... Hints: General Jillani, General Zia-ul-Haq, IJI, Chief Minister Punjab....
 
M javed

Banned
Two victories of Nawaz Sharif are very significant:

(1) He enabled the nation to get rid of Musharraf
(2)He got the Supreme Court and Chief Justice Ch.Iftikhar restored
 
asmirza

Senator (1k+ posts)
Imran Khan ke supporters hamesha yeh kehte hain ke - saboot do Imran Khan Agensiyun ka aadmi hay.

Main kehta hoon aggar ghor se sno woh kya keh raha hay toa aap ko kissi saboot ki zaroorat nahein.

Woh keh raha hay - main Altaf Hussain ke saath beth sakta hoon, main Musharraf ke saath beth sakta hoon, Main Zardari ke saath beth sakta hoon, main Ch. Shujaat ke saath beth sakta hoon, main Fazal-ur-Rehman ke saath beth sakta hoon lekan Nawaz Sharif ke saath nahein beth sakta.

Kya pichle dinon main yahi sabaq agensiyon ne nahein dya ke sab milker ittehad banao aur Nawaz Sharif ka raasta roko.

Dron attacks main do fareeq hain (1) Pakistan ki Governent aur (2) Armreeka

Imran Khan NATO ke tanker rok ker Amreeka ke khilaf toa baat ker raha hay lekan Zardari hakoomat ke khilaf baat nahein kerta.

Aur zulam ye ke wo Zardari aur Musharaf ke saath mil bethne ko tyyar hay jo ke dron hamlon main braber ke shareek hain.

Yeh baat samaj main nahein aati ke wo aadhi baat kyun kerta hay.

Aur uss aadhi baat per dherne de raha hay

Raymond Davis issu per uss ne jhoot bola aur Nawaz Sharif per alzaam dhar dya

Jab ke uss ko patta tha ke Raymond Davis ko Zardari ke kehne per Agensyon ne raha kerwaya.

Wo na toa Zardari ke khilaf bola na agensyon ke khilaf

Bilke her baat per Nawaz Sharif per alzaam lagana sharoo ker deta hay

Waja yeh hay ke Imran Khan koi zaheen aadmi nahein.

Uss ka damagh band hay.

Uss ko jesse koi kehta hay wo ussi tarah Qawwali sharoo ker deta hay.
i 100% agree with u,he is a stupid
 
arslan4u

Minister (2k+ posts)
Two victories of Nawaz Sharif are very significant:

(1) He enabled the nation to get rid of Musharraf
(2)He got the Supreme Court and Chief Justice Ch.Iftikhar restored
You forgot the other victories:
- Legitimized fake elections and took a U-turn on his stance to boycott elections (because he didnt quote Quran or Hadith, it was just a political statement)
- Enabled Zardari to continue looting Pakistan's resources and gave full support to his corrupt government, and continues to do the same
- Successfully freed Raymond Davis and stayed out of the country to avoid questions
- Got away with all his corruption by making a deal with Musharraf and now with Zardari, therefore all NAB cases regarding Sharifs are closed
 
asmirza

Senator (1k+ posts)
Yahan pe bohat bol rahe ho, wikileaks wali thread pe aik bhi N league wala nazar nahi aa raha...
Tum loag sirf jhoot bol ke apnay geedar ko bacha saktay ho, agar ganjay ne CJ ki movement hijack ki aur american ambassador ki baat nahi mani to wo apnay zaati maqsad ke liay tha, jo ab saabit ho gaya. Ye sab kaam apni zaat ke liay kartay hain, kabhi mulk ke liay nahi karte. Imran Khan Islamabad mai tha long march ke time kyunke plan yehi tha ke agar ***** lead na kar saka to Imran Khan lead kare ga lekin ganjay ne gujranwala pe hi deal kar li aur long march khatam kar dia.
Rahi baat maafi mangnay ki to Imran Khan tumharay ganjay ki tarha geedar nahi hai jo Altaf se maafi mangay, Nawaz geedar ne Musharraf se maafi mangi aur mulk se faraar ho gaya, Imran Khan ne Altaf pe case kia hua hai aur wo case wapas nahi lia.
i think u r also stupid like ur senseless leader,geeder,***** mind ur language,yes he will allince all rubbers,chor,dakoo,bhatta mafia,target killers,QURAN O HADEES ka mazaq urane wale(zardari)se except nawaz shareef bcaz he(n s)has,nt like these qualities,he is only leader in pk.
 
GeoG

Chief Minister (5k+ posts)
This decision earns him Leader of Opposition in the next Govt
Joining PLMn, he would have been an Education Minister or Foreign Minister

PPP will put its weight NS Palra, Imran will not be acceptable for anyone including MQM specially Kal.uu Sarkar.