paki-muslim
Minister (2k+ posts)
O kafir to bana dia na ... Aur kafir to Wajib Ul Qatl hai na bhai ji aap logon ki nazar mein ...
Darhi na rakhney se banda kafir nahi ho jata aur na hi koi kafir bilawaja wajib ul qatal hai,likin darhi ko itni tu ahmiyat deni chaiye jitna Islam main hai .
Darhi k mamley main kisi musalman ko bhi doosrey musalman pe zor nahi daalna chaiye kion k agar aik musalman kisi ke kehne pe darhi rakh ley ga aur us ney baad main kaat li tu gunah ho ga is liye darhi musalman ko khud faisla kar k darhi rakhni chaiye.
likin aik baat confirm hai jis tarah namaz na parhney pe gunah hai us hi tarah darhi na rakhney pe gunah hai ,jis tarah jhoot bolney pe, zakat na denay pe,rooza na rakhney pe gunah hai us hi tarah darhi na rakhney pe gunah hai.
Last edited: