Darhi Katwanay Walon K Liye Tambeeh

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Pervezi ftnay main Darhi ki ahmiyat nahi ho gi likin Islam main ahmiyat hai aur is ki misaal ye hai k ab tak jitnay Anbia karam (peyghamber) is duniya main ai un sab ki darhi thi.

are bhai fitnagar to aap aur aap ke maulana hazraat hen jo shirk ki tareef tak bayaan nahin kar sakte aqlo fikar, dalaailo haqaaiq ko saamne rakhte huwe quran ki roshni main.

in logoon ne bahot si ghalat baaten islam se mansoob ki hui hen jin ka sir syed jaise buland fikar ke maalik ne rad kiya. aaj tak sir syed ki un baatun ko koi molvi ghalat saabit nahin kar saka. hai himmat to kar ke dikhao aap sab mil kar. sirf yeh keh dene se kaam nahin chalta mere bhai keh falan ghalat hai. deen ke maamle woh ghalti kia hui jis ke ghalat hone ka aap saboot pesh na kar saken, na aqali na naqli.

Allah taala ham sab ko aqlo fikar ki tawfeeq ta ke ham us ke paighaam ko saheeh tarah se samajh saken. takeh ham fitnu se nikal saken.
 

Safiur Rehman

New Member
molvi ki baat na mano to kufr ka fatwa OR nabi ki jo darhi rkhne ka hukam ha (sahi muslim 260) iske baare men aap ke molvi shb kia koi fatwah lgate hen yan sirf apni baaton pe hi fatwe nzr aate hen unko ???? nabi SAW ne darhi rkhi agr darhi katwane se koi khobsurat hota to Allah Nabi SAW ko is khobsouurti se mehroom kiuun krte blke NABI SAW ne khud Darhi rkhi or rkhne ka hukam dya ha mgr afsoos is uMMat ke kuch log jhooton ke peeche lg kr brbaad ho gai or Nabi SAW ki baat ki inkenazdeek koi wuqat na rhi or nabi SAW ki sunnat ko gandi naalyon or peron ke neeche shave kr ke rondte hen.qyamat ke din na to molvi ne kuch kaam ana ha or na molvi ke fatwe ne wahan sirf 2 fatwe hon ga 1 Allah ka or Doosra Nabi SAW ka dekh len ga molvi ki baat zyada ahmyat rkhti ha yan Allah or rasool ki.
 

انجام

MPA (400+ posts)
جن کی سلطنت ڈکؤوں قاتلوں ،رسہ گیروں ،​کے ہاتھ میں ہے۔ جنکا مذہب کا ٹھیکہ چند بھنڈ مزاج واعظوں کے ہاتھ ہے۔ دنیا پر حکومت کا حکم رکھنے والے دین کو ماننے والوں کی لڑائی کے سب سے نادر ونایاب موضوعات داڑھیوں کی مقدار، گتے ننگے، سر تے ٹوپی، سر ننگا، دعا کا جائز وقت ہی بنتے ہیں۔

اسلام جیسا عا لمگیر مذہب چند اٹھائی گیروں کے ہاتھ گروی ہے۔ مذہب ہو یا سیاست، قانون ہو یا تعلیم ہر کوئی بے لگام گھوڑوں کی طرح ،گمراہ ریوڑوں میں بھٹک رہا ہے۔
لا ماشاء اللہ
فورم انتظامیہ اپنی مے میں مست ہے ۔ اچانک انکو فورم رولز کا مروڑ اٹھتا ہے۔ دھڑام سے دھاگہ بند۔ یا عنوان ختم۔ جہان مرضی نہ ہو ادھر جو مرضی بکواسات کرتےجائیں۔
 
Last edited:

Back
Top