Boycott Products of the Sharif family ...

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Kiya zaberdast points uthaye hain masha Allah kay ***** wapus karay, khanay kay dabay kyun liyay, phansi na denay ka kaha.

Utna senior member aur itnay bongay arguments? Pata nahin kuttta lenay say Pakistan kay uper konsa negative effect hua. Ya lunch boxes lenay say kitna GDP neechay chala gaya? Aur yeh to nahin kaha kay mysharaf ko saza na do sirf yehi kaha kay phansi na do.

****** ka parliament kay floor par jhoot bolna to kuttta lena say kam bura tha? Ya marvi memon, ameer myqam aur zahid hamud jesay banday lena lunch boxes say ziyada bura tha. Ya Musharaf par case chala kar ysko finish kernay ki himat na rakhna ziyada bura hay. Ya phir park lane mai flat lena bura hay. Sharam karo buhat he ghatiya aur doghlay insan ho tum.

kuin kia Musharraf Imran khan ka Chacha hai jo ussay Phansi na do , jo asool baqiyon k liye Woh Musharraf k liye kuin nahi ??

Aur Jo banda Container par kharra ho kar is mulk k aik aik Politician ko Gaaliyan deta hai , us k Dharne main Shareek loogon ko Musharraf Subha ka Nashta Bheejta hai , Ho sakta hai yeh baat Imran Khan k Munaaafiq Supporters k liye matter na karti ho lekin yeh baat sabit karti hai k Imran Khan army ka Tattooo hai aur woh bhi Purana Tattooo

Nawaz ki to baat hi karta k woh kitna bura hai kuin k woh mera Leader Nahi hai lekin Imran Khan ko zaroor bura kahon ga kuin k Change ki baat kar ke us ne munaaafqat Ka Roop dhara hua hai
 
A_Yaseen

MPA (400+ posts)
Yaar is post ka jawab kyun nahin day rahay tum.

main Aqal e Qul nahi hoon , main kisi ki munaaafqat bardasht nahi kar sakta

Kia Imran khan ne Musharraf se Kuttta Tohfe main nahi liya ???

ANS: Tohfe mein liya na,qom ke 22 lakh rupo se to nahi liya na?

Kia Imran khan k dharne main Musharraf ne 23 August ki subha 20 Hazaar Khane k BOXES nahi bheje ?????
Ans : log Baqol tumhare aaqa ke 5 hazar hain to itne boxes kion?

Kia Imran Khan ne yeh nahi kaha k Musharraf ko saza do lekin Phansi na do?
Ans: Imran ne sirf kaha, aur NS kar ke dikha raha hai? Us ne konsa Musharaf ko phansi lagwa di?

Aur main ne PTI us din Chor di thi jis din yeh confirm ho gaya ke Imran Khan jo kuch kar raha , woh UMPIRE ki madad se kar raha hai , aise Shaks ko Chor dena hi behtar hai , aisa Leader aap Sab ko mubarak ho

Ans: Confirm? ISPR ne tumhare aaqa ko ek tweet se jitna nanga kiya hai , utne nange 22 lac ke kutttte bhi nahi hote.

Tanqeed kernay mai aur sar e aam zaleel kernay mai buhat ferq hota hay. Tum tanqeed nahin kertay belkay zaleel kertay ho. Yeh kehna kay Imran bhonkta hay kiya tanqeed kay zumray mai ata hay? Kiya ghar mai kisi par tanqeed kertay ho family mai to kita aisi zaban use kertay ho. Mujhay aisi zaban use kernay par bilkul koi aitraz nahin. Aitiraz is baat par hay kay doghla pan na kero.

Yeh Alfaz use karna bhi chor doon ga jis din Army k Tatttooo Imran Khan ko Sab ki burai nazar aai ga

Is Besharam Insan Imran khan ko aaj tk army ki koi burai nazar nahi aai , Yeh Laaanti Insan Parliament k samne khara ho kar kehta hai k Is Parliament ne Pakistan ko Itna Nuqsan Pohunchaya jitna kisi Dictator ne nahi Pohunchaya , Yeh hai is ki asli AUQAAAT

aap karo na aise shaks ki Izzat

main aise Dooghlay Be sharam Insan ki Izzat nahi kar sakta
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Yaar is post ka jawab kyun nahin day rahay tum.

main Aqal e Qul nahi hoon , main kisi ki munaaafqat bardasht nahi kar sakta

Kia Imran khan ne Musharraf se Kuttta Tohfe main nahi liya ???

ANS: Tohfe mein liya na,qom ke 22 lakh rupo se to nahi liya na?

Kia Imran khan k dharne main Musharraf ne 23 August ki subha 20 Hazaar Khane k BOXES nahi bheje ?????
Ans : log Baqol tumhare aaqa ke 5 hazar hain to itne boxes kion?

Kia Imran Khan ne yeh nahi kaha k Musharraf ko saza do lekin Phansi na do?
Ans: Imran ne sirf kaha, aur NS kar ke dikha raha hai? Us ne konsa Musharaf ko phansi lagwa di?

Aur main ne PTI us din Chor di thi jis din yeh confirm ho gaya ke Imran Khan jo kuch kar raha , woh UMPIRE ki madad se kar raha hai , aise Shaks ko Chor dena hi behtar hai , aisa Leader aap Sab ko mubarak ho

Ans: Confirm? ISPR ne tumhare aaqa ko ek tweet se jitna nanga kiya hai , utne nange 22 lac ke kutttte bhi nahi hote.

woh post hai kahan par , main dhoondh raha hai , post no batao
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Post separate nahin hay belkay doosray bhai sahab nay quote kay andar he reply kiya hay.

aise Darinday se Tohfa lena kisi Be ghairrat Musalman Pakistani ko to gawara ho sakta hai lekin kisi Zinda Zameer Musalman aur ache Pakistani ko gawara nahi ho sakta , Lekin aap loogon ko in baaton se kuch farq nahi parta kuin k PTI main bohut se loog army aur Musharraf k supporters hain aur un ka kaam sirf aadha Sach bolna hai , main PTI ke suppoters ki RAG RAG se waqif hoon k woh kitni barri Munafqat ki Jeeti Jaagti Tasweer hain

main ne Kab kaha k wahan loog 2 hazar hain , yah 5 hazar hain yah 25000 hai , Min to khud Threads bana bana kar loogon se pochta tha k total Kitne loog hain

Nawaz ne Phansi nahi lagwai , Lekin Imran kitna barra Army ka Tattooo hai Musharraf ka supporter hai , us ne aisa bayan de kar apni Auqaat zaroor dikha di , Issi Liye main Kehta hoon k Container par kharay ho kar jab IK dosron ko kathere main khara kare ga to Phir us se bhi sawal pooche jain ge kuin k Yahan sab IMRANI GULAM nahi hai , sorry i dont belong to Firqa e Imrania

hahahahahaha , waise to tamam k taman Answers ki BOONGIYON par mushtamil the , Lekin aakhir main to had hi ho gayi (bigsmile) , Chor do is baat ko k ISPR ne Nawaz ko kia kaha , yeh batao k yeh UMPIRE sahab koon hain , aur mazzay k baat to yeh hai ke Imran Khan ne SUPER HIT Zillat hasil karne k baad last 10 days se kisi UMPIRE ka zikar nahi kia
 
A_Yaseen

MPA (400+ posts)
Wah masha Allah waqaye aap kay jawab bhi aapkay sawalo ki tarah he hain.

Pehli baat to yeh kay aap musharaf kay ****** ki wajah say itnay jazbati kyun ho rahay ho. Musgaraf nay to Media houses ko licences diyay. Aapki logic kay baqol to saray channels ko apnay aap ko band kar dwna chahiyay kay yeh Musharraf nay diyay hain. Musharraf nay to 17th ammendment bhi dee. Baqio mai itni moral courage nahin thee kia kay usko revert kar sakay.

Tumhain Pak Army say itni nafrat kyun hay mujhay nahin pata. But yes mai PTI supporter hun aur Pak Army ko duyna ki sab army say ziyada pasand karta hun. Pata nahin logo ko kyun us waqt takleef nahin hoti jab afghan army achakzai ko support karay. Achakzai ko to democracy ka champion mantay ho tum. Harbyar murre jo uk mai beth kar Pakistan ko galliyan nikalay us par to koi thread nahin banatay par Army aur IK kay uper tanqeed kertay ho. Ager Army nay support kerna hota na to usko kisi say puchnay ki zarurat nahin thee aur na he abhi yeh assembly baqi hoti. Yeh kesi support hui jis mai Imran khan ko aik maheena honay wala hay dherna detay huey aur sawaye lunch boxes kay aur koi support nahin puhanchi.

Izzat aur zillat ka faisla to uper walay kay hath mai hay aur us nay kar bhi diya hay. Bas kuch log baghair kisi logic kay IK ko oppose kar rahay hain. Jesay Shahid Masood nay kaha Javed Chaudhry jesay zameer farosh paisa kha kar aur talat hussain jesay lo apnay aapko hero samajh kar.

Mai tumhain convince nahin kar sakta kay PTI achi hay. Kyun kay tareekh jab bhi likhi jati hay to kuch logo ka naam zameer farosho mai aur kuch ka naam sach ka sath denay wali mai likga jata hay. Mujhay khushi hay kay mai sach kay sath hun aur mera zameer mutmain hay. Kiya tmhara bhi mutmain hay zameer?

aap ki post k andar aap ki asliyat chupi hai

Bus agar koi Samajhne wala ho to
 
tz00007

Minister (2k+ posts)
had hoti hay munafiqat ki noorey.. jab musharaf itna he bura hay..tu oski party k aadhey bandey PMLN me kya kar rahe hein???? musharaf ka left hand jo musharaf k tattay khuredta tha aaj wohi amir muqaam pmln mey hay

tu imran khan k kutt.ey pe aap ko aeteraaz hay lekin ye jo musharaf k kut.tey pmln me hein in pe aeteraaz nahi??? aada musharaf ka cabinet pmln mey hay.. lekin kyu k tum aik noorey k nokar ho tu tumhe on pe baat karne ki ijaazat nahi...

dosri baat.. musharaf ko phansi laga do na... govt bhi hay ab tu... lekin himmat nahi??? zardari ko sarko pe ghaseeto na.. munafiqo.. zalaalat ki hadein tum logo pe khatam hein

nawaz mera leader nahi , woh jitna bura kare mujhe us se koi gharz nahi lekin main PTI ka purana member hoon , main imran khan ki taraf se ki gayi ghalat baat ko sakht na pasand karta hoon issi liye sakht tanqeed karta hoon , mujhe nawaz main koi interest nahi , woh kuch acha kare to taref karta hoon lekin kuch bura kare to mujhe farq nahi parta kuin k meri list main woh aik bura hukmaran hai , mujhe farq sirf IK ki baat par parta hai kuin k main us se bura expect nahi karta
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
ye sirf tout hein.. inka kaam bhonkna hay... in se discussion aap nahi kar sakte.. kyu k in k paas aqal naam ki koi cheez nahi.. ye wohi jaahil hein jo mazaaro pe jaa k ilaaj karwate hein.. asese jaahilo k liye noora sab kuch hay.. baaqi is se aage inki aqal kaam nahi krti

main ne us ko har baat ka jawab diya hai lekin sirf us post ka jawab nahi diya kuin k us post main us ne khud apni asliyat zahir kar di hai
 
tz00007

Minister (2k+ posts)
achaa tu nawaz sharif kuch acha kare tareef karoonga.. bura kare tu mera koi kaam nahi.. lekin imran khan pe microscope fit kia hua hay.. tanqeed sirf osi pe karoonga... waah.. kya ye khuli munafiqat nahi?????????

jo aik banda dosro se thora acha hay.. jis se thori bohot umeed hay.. os pe sab se zada tanqeed kyu??? halaankey os k paas moqa bhi nahi aya kargardagi dikhane ka..

ye tu aap ko os se zaati dushmani hay.. ye jealousy... ya phir munafiqat.. kyu k iska koi mantaq banta nahi...

or PTI k followers koi noorey nahi.. ham kisi ghalat kaam pe khud sab se zada tanqeed karte hein.. is forum pe aap ne dekha hoga.. aaj tak kisi noorey ko PMLN pe tanqeed kya, sawal uthate hue bhi dekha hay???

Back
Top