Genie Shah

Citizen
Re: تعویز گنڈے شرک کی ایک قسم ہے-

I heard Ibn e taimiya wore one for lice n it was found in his neck when he died ... i guess he was a mushrik too then !!
 

Ali raza babar

Chief Minister (5k+ posts)
Re: تعویز گنڈے شرک کی ایک قسم ہے-

so what's ur point ? it is not a shirk? or it is a kinda shirk?
Just think about it , The Religion FROM GOD , would comply to quantum physics wouldnt it ? What if Physics says and proves that Amulets ARE of use , what would you do ?

Disregard the Science or Disregard the account of hadith as false , or keep quiet and keep searching?
 

Sniper

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Kia Quran-o-Hadees ko samjhna aasan hai??

Ye bat bilkul sahi kaha apne. Leken kia Dunyai taleem ka teacher ye kahta hai k Einstein is right and newton is wrong. Or vice versa. But deen ki taleem ka teacher aap ko muslim nahi balke deobandi, shia, barelvi, salfi banata hai.

Wo wrong number hota hai.
 

Sniper

Chief Minister (5k+ posts)
Rasoolullah Sallallahu Alaihe Wasallam Ghar main Namaz e Zohr se Pehlay 4 Rakat Sunnat Parhtay thay Phir Ghar se Tashreef Lay ja kar Logon ko (Zohar k 4 Rakat Farz) Namaz Parhaya Kartay Thay Phir (Zohar ki Namaz se Farigh ho Kar) Ghar main Tashreef Latay Thay Phir 2 Rakat (Sunnat) Parha Kartay Thay
(Abu Dawood, Hadees 1251,
Kitab ut Tattawo, Darja: Sahi,
Baab: Nawafil aor Sunnaton ki Rakaton ka Bayan,
Ravi: Ayesha Rz.A)
 

Sniper

Chief Minister (5k+ posts)
Jab mah e Rajab shoro hota tou RASOOL ALLAH (Sallallaho Alaihe Wa'alaihe Wasallam) dua farmatay: 'Aye ALLAH! Hamaray liye Rajab o Shabaan main barkat farma aur Hamain Ramzan tak pohancha.'

(Shaub ul Emaan, 3/375, H: 3815)
 

Sniper

Chief Minister (5k+ posts)
13 Rajab, Wiladat e Hazrat Ali (r.a)


Hazrat Ali (r.a) say riwayat hay kay RASOOL ALLAH (Sallallaho Aliehe Wasallam) nay Mujh say wada kya kay Aye Ali Teray sath siwaye momin kay koi muhabbat nahi karay ga aur siwaye munafiq kay Teray sath koi bughaz nahi rakhay ga.
(Muslim, H: 78, 240) (Nisai, H: 5018)


MAIN jis ka MOULA* hoon, Ali uss kay Moula hen.
RASOOL ALLAH (Sallallaho Aliehe Wasallam)
(Termizi, H: 3713)
*Moula = Dost.
 

Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)
ہاتھ میں انگارا لینے کے برابر



11246695_553204531484479_1433273242945249174_n.jpg
 

Back
Top