shamsheer

Senator (1k+ posts)
Yar samajh nahin ata hum badnaseeb qoom hain kay bad kirdar ya doonon. You take any revolutionary of current time and they all have blotted sleeves, specially those with religious agendas.
 

Bombaybuz

Minister (2k+ posts)
Kaash ya VDO he na banaya gaya hota .. ban gaya tha tou yahan load na keya gaya hota aur ya bhe hua tou kaash main ne he na dekha hota .... YA LATOON KA BHOOT HAIN BAATAON SAI NAHI MANAIN GEY ... lakh do lakh marney ya latkaney parain gey then only some justice or peace will prevailed.... and there is no KAAASH about it.
 

virus

Senator (1k+ posts)
ak baat jo main mehsoos kar raha hoon siasat.pk pay members say baat kar k unki post parh k jeasay har baat ko yeh analyze karte jeasay har jaga pakistan ko us k coz ko defand karte hain jeasay uqaab ki tarha in ki nazar ane wale waqat pay lagi hay har cheez ko dekhe rahay hain
koi mane ya na mane yeh hi inqlaab ki shuroowat ho rahi hay


jald haan bahut jald is mulak ki taqdeer badalne wali hay jald zulam ki raat chatne wali hay jald hi saaher hone wali hay inshallah

BAS ALLAH ki zaate babarkat himat ur hosla day ur sub say barh k yakjehti naseeb fermayeh

ameen sum ameen



 

WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
Aik Muslmaan ki JAAN ki hurmat KABATULLAH ki hurmat kai barabar hai lakin
Humarey nazdeek woh haiwan sai bhi gaya guzra how gaya hai.
Yaani aik Muslaman ki jaan laina aisa hi hai jaisey KABATULLAH ko baiwuqat samajh kar Girana.
Mai aalim tow nahi laikin mairi samjh mai jo aya woh mai nai likh dia.

ZARA AIK LAMHEY KAI LIYE AIK GARHA KOODH KAR US MAI
HAM ES YAQEEN KAI SAATH LAIT KAR DAIKAIN KAI
YEAH HAMARI QABAR HAI AUR AB HISAAB KA WAQT AA GAYA HAI.
INSHAALLAH phir hamain apni BAIBASI KA YAQEEN o ANDAZA ho jaye ga.
Aur JAAN laina tow door ki bat hai kissi sai ziadati kartey howey bhi hazar bar soochain gai.
 

QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
کاش ہم نے الله کی رسی کو تھام لیا ہوتا تو آج یہ دن نہ دیکھنا پڑتا
الله کی رسی کو تھام کر ہی ہم ایک دوسرے کو سمجھ سکتے ہیں
الله کی رسی کو تھام کر ہی بھائی چارے کی فضا قایم ہو سکتی ہے
الله کی رسی کو تھام کر ہی انسانیت کا احترام سمجھ میں آتا ہے


الله اور اس کے رسول کی تعلیمات سے دور ہو کر ہی ہم نے الله کے غضب کو دعوت دی ہے
آج جو کچھ ہم بھگت رہے ہیں کیا وہ الله کا عذاب نہیں ہے


اس عذاب سے نجات کا کیا راستہ ہے ؟

 

pak4rule

Senator (1k+ posts)
thank you for posting, though it left me with a heavy heart. May Allah guide us and protect and safe pakistan from all ills. ameen