نبی کریم صلی علیہ وسلم

Status
Not open for further replies.

sukhan

Politcal Worker (100+ posts)
noor allah sy murad allah ki haidayat thi........wesy arabic mein haidayat ky ly word hadiya hai.......aur holy quaran mein 100 sy zaida dafa use hua hai word hadiya.........

hadiya nahee hay bhai hidaya hay, masalam, jisay esaeeyoon nay essa a.s ka laqab rooh allah ka matlab ghalat lia esi tarhan mosalmano men koch logon nay noor allah ka matlab ghalat lia , allah humsab ko hidayat dain aur deen ki sahi samjh naseeb farmain ameen masalam
 

sukhan

Politcal Worker (100+ posts)
chalen bradar e mohtram.......yeh loug hadees ko zaeef keh ky jaan chura skty hain.......laken koi is baat ka jawab nhi dy rha ky pbuh ko jo quaran mein noor allah kha gya hai.........is ki kya logic hai........jo aap ny likha hai bilkul sahi hai......prophets ky jism insano jb ky roohni toore py wo nooraint ky mansab py faiz hain.........


rasool allah saww bashar thay aur onka allah swt say molaqat aur ambiyah a.s ki imammat karna sab moujzaat thay jinkay pay qanoon lago nahee hota, masalam
 

sukhan

Politcal Worker (100+ posts)
بشر بھی ہیں اور نور بھی. بشر نہ ہوتے تو انسانوں تک پیغام کیسے پہنچاتے اور اگر نور نہ ہوتے تو الله سے ملاقات کیسے کرتے ؟؟؟؟
حضرت عثمان (ر ض ) کو دو نور والا ( زلنوریں) اسی وجہ سے کہا جاتا ہے کہ سرکار کی دو صاحبزادیاں ان کے نکاح میں مختلف اوقات میں رہیں ،


rasool allah saww bashar thay aur onka allah swt say molaqat karna asmano pay jana ambiyah as ki imamat karna yeah sab moujzaat mainsay thay, jiss kay leay qanoon ki qaid nahee hay, masalam
 

Niazi Hawk

Minister (2k+ posts)
hadiya nahee hay bhai hidaya hay, masalam, jisay esaeeyoon nay essa a.s ka laqab rooh allah ka matlab ghalat lia esi tarhan mosalmano men koch logon nay noor allah ka matlab ghalat lia , allah humsab ko hidayat dain aur deen ki sahi samjh naseeb farmain ameen masalam
tu goya ab masla interpret krny ka hai.......i know what aahil e sunnat ulma say abt this........is tarah ki baaton mein na hi pra jye tu behtar hai laken koi masoof munnah utha ky thread lga dty hain tu jawab dna lazmi ho jta hai.............
 

Faiza

Moderator
Closing this thread, this topic has been discussed several times and it will lead to Sectarian debate.
 
Last edited:
Status
Not open for further replies.

Back
Top