Pehle Afghanistan mein doodh ki nehren baha lo phir apni nazar e bad Pakistan ki taraf karna.
Is shariyat se Allah ki panah jo bible se naqal ki gaye hai.
Shariyat Allah ki zameen par Allah ki kitaab ki hakoomat ka naam hai.Jis shariyat ki yeh baat kar raha hai woh Allah ki zameen par Mullah ki hakoomat hai. Meri dua hai Allah teray naseeb karay.tameez se bol oye munafiq insan shariyat ALLAH ki zameen paar ALLAH ka qanoon hey pent shent pehn shave kaar bachi ko car main le ja sootey maar chars ke sharab pee hans khel ke zindagi guzar shariyat paar na bola kaar
terey buss ki baat neh hey enjoy ur life
Shariyat Allah ki zameen par Allah ki kitaab ki hakoomat ka naam hai.Jis shariyat ki yeh baat kar raha hai woh Allah ki zameen par Mullah ki hakoomat hai. Meri dua hai Allah teray naseeb karay.
Baqi apne life ko enjoy karne ke shughal sub ke samne tau biyan na karo.
tameez se bol oye munafiq insan shariyat ALLAH ki zameen paar ALLAH ka qanoon hey pent shent pehn shave kaar bachi ko car main le ja sootey maar chars ke sharab pee hans khel ke zindagi guzar shariyat paar na bola kaar
terey buss ki baat neh hey enjoy ur life
ye ghamdi fitney ka pairokar hai,is liye isi batein bolta rehta hai.
abb aya na line pey chal ab logicaly bata shariyat ko main la sakta hoon ya tum la sakte ho ? neh la sakte coze deen ke ilam ke lehaz se hum jahil hain bus namaz parhi ALLAH ALLAH kia aur ghar ko wapas jab ke shariat ko implement sirf Mulla loog hi kaar sakte hain agar tumharey paas shariat ko nafiz karne ka dusra koi system hey to batao
Hum apni Quran e kareem se jahiliyat ka bahana bana kar yeh kaam mullah ke haath mein nahin choR saktay warna isi tarah zalil o khawaar hote rahen ge.
Agar hum Allah ki kitaab ke jahil hi rahen ge tau in mullaoon par check kis tarah rakh saken ge. Kese pata chalega k Allah SWT ka qanoon kia hai aur mullah ka apna ghaRa
hua kia hai?
Hazaar saal se inhun ne konsi shariyat ko nafiz kia hai jo ab karenge?
Ap ko inse koi umeed ho tau ho mujhe nahin hai.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|