khan_sultan
Banned
Janab ye bhee achi bat hay ke aap ne Muslim shareef kee raiwayat muamla achi tara achi tara samjh lia or uss ko baqi ahl e tashayyo kee tara daleel bana ker paish nahee kia ( go ke pehle kia tha aap ne lekin bat ban nahee parhee to abh naya muamla shuru hay). Mohtram aap abh qaran se lafz imamt ko dhoond ke laa rahe hen or uss ko apne 12 imam per sabit kerne kee layaani koshish ker rahe hen. Yahee dhoka hay jo zakireen ne aap ko dia hua hay. Jis ayat ka aap ne hawal dia hay uss ko dekh len zara.
2:124to top
ALLAH ne kaha , ke aapko logon ke liye Imam(banaye ga). Hazret bohet acha kia aap ne is aayat ka hawala khud dia verna muje dena tha.
1) aap se ye arz hay hazret ( Balkay tamam shia hazrat se) ke Yahan ALLAH ne washgaaf alfaz men or dankay kee chot Ibrahim AS ki imamat ka ilaan kia hay (jis ka matlab ik leader se ziada nahee) to ALLAH ne isi tara , isi tarz per, dankay ki chot, alal elaan ALI RA ki imamat ka ilaan kion nahee kia. Ager ALI ki imamat haq hay phir in ke baad 11 or ne bhee ana tha to ALLAH ka kalam kioon khamosh hay. Ibrahim AS ki imamat to ALLAH byan ker de mager aapke 12 imam ki bari ayye to Quran Khamosh ho jai. Or aap Ibrahim AS ki dua ko apne liye ghaseet ghaseet ker istemal karen. O bhai sab ALLAH ne ALI ya kisi be aapke 12 imamon men se kaa ilaaan kerna hota to khulay lafzon ker deta. NAhee kia. Isi liye nahee kia ke koi 12 men imam hay hee nahee. Hota to kerte. Sab jhoot pe kharhi kee gayee imarat hay.
2) mulahiza kijiey ye ayat bhee![]()
![]()
App mulahiza karen ALLAH ne Ibrahim AS ke bete Ishaq or unke bete ( Ibrahim AS ke potay) Yaqoob AS ko b imamat dee or un ka khulay lafzon men ilaan kia. Abh mera aap se ye sawal hay (or tamam shia hazrat se) ke jab ALLAH Ibrahim, Ishaq, Yaqqob kee Imamt ka ilaan karta hay Quran men to ALI ki dafa khamosh kion ho jata hay ??????????????? Kia ALI ki imamat koi kam darjay ki thee ke uss ka ziker munasib nahee samjha ????? Ya Imamat thee heee naheee ke ilaan bhee nahee kia ????? (Yaqeenan aisa hee hay). Abh ALLAH to ilaaan na karay or aap khud se 12 imam bana ker bethen hen. ALLAH ki moher lagi hoti Quran men or ilaaan hota ALI ki imamat ka to koi b jurrat na kerta inkar keee. Mager imamat hoti to ilaan hota na.
3) phir mulahiza kijiye ye ayat ....
ALLAH ne Bani israel ke liye 12 sardar bhejne ka ilaan kia '' Is'na asahara Naqeeba''. Shia hazrat keliye doob marne ka maqam hay kay ALLAH yahoodion ke 12 sardaron ka to ilaan kerta hay or aapkay 12 imamon per khamosh hay ?????????????????
Kion mere nabi ke ummat ke imam koi kam darjay ke thay ke ALLAH ne bayan nahee kia ???????? Yahoodion Umaat e muslima se afzal thay ke inke 12 sardar (Imam bee nahee sirf sardar thay) bhee ALLAH quran men bayan karen ?????? Ya unke Sardar aapke AHl e Bait ke imamon se afzal thay ke unka ilaan kia or aap ke imamon ka ziker bhee munasib na sajha. Poora Quran khamosh hay aapki imamat per. Kionnnnn ???????
Hosh ke nakhun lijiye or samjhiye. Kisi jhootay aqeeday ko ALLAH bayan kerta hee naheee. ALLAH ne ussi ka bayan kia jo HAQ hay. Jo NAHAQ hay uss ka ALLAH ne kabhi ziker nahee kia.
APP Jayye apne zakireen ke pass or ye 3 ayat un ke samne rakhyee. poochyee un se kay ALLAH Ibrahim , isahq, Yaqqob ki imamat ka ilaan keray or shia ke 12 ka na karay ???? kioN????
ALLAH Yahoodion ke 12 sardaron ka ilaan karay mager ALI , Husain or Hasan ki imamat ka na karay Kiooon ?????
sunni caliphs vs shia caliphs (imams)
.
sharra fiqa akbar
let us take a look at the two routes being adopted to reach the deen
by mulla ali qari
is the hanafi book of aqaid.
On the very first page it is stated that the book sets out the aqeedah of
ahl'ul sunna wa al jammah.
everything set out in this book is the aqeedah of hanafi sunni muslim.
Mulla ali qari sets out who the 12 khalifas are:
1) abu bakar
2) umar
3) usman
4) ali (as)
5) mu'awiya (l)
6) yazeed bin mu'awiya (l)
7) abdul malik bin marwan
8) walid bin abdul malik bin marwan
9) sulayman bin abdul malik bin marwan
10) umar bin abdul aziz
11) yazeeb bin abdul malik bin marwan
12) hasham bin abdul malik bin marwan
taken from sharra fiqa akbar, by mulla ali qari, p176
(publishers muhmmad saeed and son's, qur'an muhalla)
you might have noticed yazeed (the accursed - maloon) on 6th number.
this was one route, now lets have a look at the other
path - the path of ahlul bait-e-muhammad (as)
1) imam ali bin abi talib (as)
2) imam hassan bin ali (as)
3) imam hussain bin ali (as)
4) imam sajjad bin hussain (as)
5) imam baqir bin sajjad (as)
6) imam jafar bin baqir (as)
7) imam kazim bin jafer (as)
8) imam ali bin kazim (as)
9) imam muhammad bin ali raza (as)
10) imam ali bin muhammad (as)
11) imam hassan bin ali (as)
12) imam mehdi bin hassan askari (as)
if the caliphate (khilafat) had stayed with ali bin abi talib (as) as shias claim and abu bakar wasn't made the caliph, the event of karbala would not have happened.
so these are two routes to reach and recognise deen.
Either you can choose the route of yazeed bin mu'awiya (maloon)
or the route of imam hussain bin ali (as).
decision is yours!
but remember abu bakar him self once said:
"no one will be able to cross the sirat (path) leading to heaven on the day of judgment unless he gets the stamp of ali (as)."
al sawaiqh al muhriqa,
by ahmad ibn hajar al makki, p126
(a sunni book against shias)

ڈاکٹر اب جو بھی لکھنا ہے اس کو یا تو انگلش میں لکھو یا اردو میں رومن نہیں چلے گی
Last edited: