Who paid and how much for seventy dishes to entertain a notorious embezzler of Pakistan at Raiwind

ansarppu

Minister (2k+ posts)
10347642_10152191757431856_7240355630912856387_n.jpg
 

Saladin A

Minister (2k+ posts)
I would not serve my guests with more than two dishes and one sweet dish if I could afford it. I am not surprised that prime minister, Nawaz Shariff is getting fatter every day and his belly is getting bigger eating like a glutton. He is looking like a balloon that will burst open with all its hot air in the belly.

His doctors should put on a strictly vegetarian diet of 2500 calories a day to make him look fitter and healthier.
 

kaalashaa

Minister (2k+ posts)
Hahahahahahahahahahaaa
Aaj jis ko ghalat, ko kal sahi keh daitay hain. Zardari ko galian daitay hain vote laine ke liye tum jaison ko bewqoof bana ke power main aa ke ussi Zardari ko hirranon ka gosht khilate hain. Woh hirran nahin daale gaye that Zardari ke saamne, woh tum "becharay" supporters ki aqal aur izzat e nafs daali gai thi Zardari ke aage kal!

Take that!
etni Jurat hain keh ghalat ko ghalat kehtay hain. PTI walloin ke tara andhay nahein hay.
 

Altaf Lutfi

Chief Minister (5k+ posts)
Hamare log ghareeb ko vote be nahin daity??

1-Ke kahin hum se gharib humara hukmraan na ban jaey.
2- kuch kehte hen ye to waisy he kam paise wala he aqal hote to khud kuch na bana laita, matlab jo apna kuch nahin kar sakta kisi aur ka kia kar ga
3- khood itmadi ke kami he , ke koi ameer aik dafa chakkar laga la paanch saal main to in ke khooshi ka koi thikana nahin hota..jutt se vote kia jaan be hazir he ( AAKHIR THANA KTCHAHRI BE TO HE)

Jitna zore PTI wale social media pa lagate hen itna zore agar ye election com-pane pe lagate to shaid result mukhtalif hota.

Bhutto taqreeban aam adami ka inqilaab le aaya tha aur aaj ka kuchh apni ezzat-be ezzati mehsoos kar saknay wala ghareeb Bhutto ka ehsaan mand hai.problem yeh hui keh Bhutto ghareeb ko aadhay main chhod kar taqatwar tabqaat se mil gaya aur phir in sab ne mil kar ghareeb ko khoob peesa. Jo kaam Bhutto naheen kar saka tha, woh ab IK k zimma hai aur aasar yehi hain keh yeh nizaam chalabhi tu aglay election tak is ko khatam hona hai.
 

Back
Top