What is important currunt issues and current policies or history ??

atifsharif

MPA (400+ posts)
Dear friends ... ... Aap ki nazar main kia important hay current issues and policies ya phir guzre howe din maheene ya saal ????? Kia koi kafir ager muslim ho jaye ya koi be namazi koi namaz shoro kar de aur bure amal choor de to hame kaise pukarain ge kafir ya muslim .. Namazi ya be namazi ?????

Kia khayal hay aap ka ....... Ager dehshat gardi, corruption, aur dosre national issues pe kisi party ki policy ka dosri ke sath mumaslat ho to inhe sath chalna chahiye ya blame game karni chahiye ?

Kia eman etehad aur tanzeem jaise farman pe pakistan ka is waqt chalna bohat zaroori nahi ????

Kia national issues pe mil beth ke eik mushtariqa agenda te karna aur phir us pe mil ke kaam karna waqt aur qoom ki ashad zarorat nahi ???

Kia pakistan aise hi ilazamat ki bochat ya yoon kahiye in politicians ki bakwas sunati rahe gi ??? Kabhi nawaz bibi aur kabi imran nawaz aur kabhi bibi q league ??? Kia is qoom ke naseeb main ilzamat sunane ke ilawa koi baat nahi ???? Kia yehi ilzamat pakistan ko taraqi ki manzil pe ponchain ge ?
 

fahid_asif

Senator (1k+ posts)
Re: What is important currunt issues and current policies or history ????

no doubt, itefaq aur itehad se hi chala ha sakta ha, is main to koi rutti ber b shuk nhi. lakin sahib, ye b to dekhna ha itehad kis liye hoa ha? kya pichli ghaltiyoon ko tasleem ker k aynda na kernay ka irada kya ha? Ager non-muslim na muslim hona ho to pehlay us pe huq khulta ha, phir wo sherminda hota ha, phir wo maafi mangta ha, phir wo purani zindagi se taouba kerta ha. ye jo aap itehaad ki baat ker rhay hain, i know PML N aur |MQM ki baat chul rhi ha. BABA NAWAZ GUNJAAAA apni purani zindagi ko choor chuka? hum aisay iqtadaaree etehad se baizar hain.
 

atifsharif

MPA (400+ posts)
Re: What is important currunt issues and current policies or history ????

You are absolutely right ....... Purani gustakhiyoon amal ki maafi aur toba se hi rasta nikalta hay lekin yeh sare raste nikalne ke liye stage laga ker tabar toor hamle karna right way hay ya beth ke baat karna ?? ?? Bhai pakistan main naik aur saaf loog bohat kam milain ge ... Ager qoom main bohat kam milain ge to leader banane ke liye to bohat chawalain marni parti hain .. Koi bhi aap ko saaf mazi wala nahi mile ga ... I agree sab ko apne apne kiye pe maafi mangni chahiye ...

no doubt, itefaq aur itehad se hi chala ha sakta ha, is main to koi rutti ber b shuk nhi. Lakin sahib, ye b to dekhna ha itehad kis liye hoa ha? Kya pichli ghaltiyoon ko tasleem ker k aynda na kernay ka irada kya ha? Ager non-muslim na muslim hona ho to pehlay us pe huq khulta ha, phir wo sherminda hota ha, phir wo maafi mangta ha, phir wo purani zindagi se taouba kerta ha. Ye jo aap itehaad ki baat ker rhay hain, i know pml n aur |mqm ki baat chul rhi ha. Baba nawaz gunjaaaa apni purani zindagi ko choor chuka? Hum aisay iqtadaaree etehad se baizar hain.
 

fahid_asif

Senator (1k+ posts)
Re: What is important currunt issues and current policies or history ????

You are absolutely right ....... Purani gustakhiyoon amal ki maafi aur toba se hi rasta nikalta hay lekin yeh sare raste nikalne ke liye stage laga ker tabar toor hamle karna right way hay ya beth ke baat karna ?? ?? Bhai pakistan main naik aur saaf loog bohat kam milain ge ... Ager qoom main bohat kam milain ge to leader banane ke liye to bohat chawalain marni parti hain .. Koi bhi aap ko saaf mazi wala nahi mile ga ... I agree sab ko apne apne kiye pe maafi mangni chahiye ...

yaar jo b ha, in pe ab reli nhi kya ja skta..........bohut mazak ho gya
 

Bombaybuz

Minister (2k+ posts)
Nabi Pak (Saw) said ... if some one tells you that a mountain moved from its place ..believe it ... but if some one tells you that a man moved(changed) from his Shakila(Characteristic) then never believe it ... so this is the character of these people they cannot move from it .. though u may say who am i say this... but then you have to give me one example of any politician that changed upside down that much that a Muslim from a non Muslim... but i can give you tones of examples where politicians lived their life on the same trend till the very end of their life... If 9 years of hijaz cannot change the shareef bro's then waht can be expected from Ghaddari;s the Gilani's and the known moderate socialist AH. yahan tou sirf aik he kaam ho sakta hai... ya jo nizam aur edaray baacha rahey hain inko in k is booseeda nizam aur gaal sar chukey edaroon k saath he sammadar burd karna hoga ... jin ko hathkadiyan lagni chaheyain un pay sirf ilzaam lag rahe hain ya he tou badnaseebi hai is mulk ki.... aik reconciliation hum NRO ki shakal main bhugaat rahey hain woh he kafi hai.