Don302
Minister (2k+ posts)
What are the main differences between Sunni, Hanfi, Shia, wahabi, Deobandi, Barelvi, Salafi etc in Islam?
Please tell me in detail. arsy se in k bary mein sunty hain lekin abhi tak wazy tor par pata nhy k in mein Allah, Rasool, Quran, Mazhab sab aik hony k bawjud kya farq hai? aur in mein se kon theak hai?
aksar log muj se puchty hain k apka kon sa maslak hai to mein jawab mein itna hi kehta hun k Maslak ka nhy pata mujy bus Islam k mutaabik chalta hun mein. wese 1 bar dost ne btaya tha k hum hanfi hain aur in k btaay tarikon pe chalty hain. lekin kae doosry maslak k log hum pe tanqeed karty hain k ye aisa nhy aisy hona chaiye to me to yehi kehta hun k Allah, Rasool, Quran sab 1 hi hai to phir fark kya in sab mein? kya koi tafseel se btaay ga in k bary mein?
(Note: Larae jhagry se bach k sirf information k tor pe btana hai.)

- Featured Thumbs
- http://oly.com.pk/wp-content/uploads/2014/01/sects-of-ISLAM.jpg
Last edited by a moderator: