Agar is duniya main sirf pakistan aik country hota to aisa zaroor mumkin hota jaisa aap nay farmaya. Magar abhi duniya main America, england, india & israel jaisay mulk hain jo awam ki madad ko ajatay hain jahan bhi awam per zulm ho aur unhay wahan business mil sakay. Agar karachi ki awam nay pakistan say alag honay ka faisla karliya to sudan ki misal aap k samnay hai, Libya main qaddafi ki, aur shaam main jo ho raha hai aap dekh sakti hain, You cant go against the will of people, ab agar karachi k log independent rehna chaingay to kia badmashi kar k isay kashmir banayengay. Phir kashmir ki batain choro woh india ka part hai wahan pakistan nay hi fasad pehlaya hua hai warna kashmiri independence chahtay hain sab say , woh pakistan ka part ban na nahi chahtay. Jab bangalio ki 160 seat aap nay apni 80 seat k muqablain main tasleem nahi ki to aap say kia insaaf ki tawaqqa ki jaye.