Ye sab log jantey hain ke eqtidar ki khatir mughal khandan ke waqiat or degar history main darj tareekhi waqiat es baat ki gawahi hain. Fatima ki ye batian bhi sach hain magar koi en par asaani sey yaqeen youn nahee karta ke eqtedar zardari ke qabze main hy or waqat ke badshah ko koi phooch nahee sakta ye ghunda gardi hy jis ko pakistan main islami asoolon ke khelaf aaini tahafuz hasil hy. kia fatma ko kabhi insaf mily ga? aain es par baat karin
