Hoshyaar:
Zafar Malik : Pipliya- Zardari Supporter - don't want anything bad happening to Zardari or PPP
LovelyVirus : Piplya - Zardari Supporter - don't want anything bad happening to Abidi, ISO and Naqvi gang
maksyed : making up random stories as if he is an intelligence official who knows the ins and outs of what happens in Aabpara and then, he comes to report it on Siasat.pk[/QUOTE janab wali mein ne starting mein kissi jageh likha tha keh Qadri , zardari ke agenda par hai jo keh election sabutas karwane ke chakar mein hai .
mein zardari per ****** bhejta hoon aur uske hamaitiun per Allah ki ****** ho . iss se ziyada mujhe kuch nahein kehna . deegar mujhe safai deine ki zaroorat bhi nahein . kiunkeh mein imran khan ke liye nahein apne mulk ke liye
jo kehta hoon haan imran khan hi pakistan ko seedhe raste per laskta hai . aur woh hi hamara leader hai .
Tum agli post main, muqaddas kitaabon ki qasmain kha ker kehna kay tumharay moqal nay tumhain jo bataya hai, woh such bataya hai kay Qadri Zardari kay agenday per hai
Alif-bay siasat ki aur maneuvering ki pata nahi hoti, aa jatay hain khud saakhta falsafa nigaar aur tajziya kaar
Aik banda keh raha hai Zardari ko nikaalo, bicharay bhookay nangay, khaali pait, badbuain maartay huay sarak-chaap log, theories lay ker aa jatay hain
Agar march ka saath nahi diya, Zardari tumharay sar per fix ko her tumhari aulaad per mootay ga
baqi tumhari marzi, aur tumhain tumhara deen mubarak ho, Imran Khan parasti wala
hotay raho fida fi sabeel e Imran
humara interest to mulk o qaum kay liye hai, bas.