Aamriyat ki Goud main Palnay wala Nawaz sharif to Musharraf ko Phansi Lagana Chhta tha
Insaf ke Naam Nihaad Champion ne aik baar nahi 6 baar kaha ke Zardari aur Nawaz Par Article 6 Lagaya jai , Imran Khan ne Yeh bhi Kaha ke Musharraf ko Saza di jai Lekin Phansi na Di jai
apne Gareeban main Jhaank kar Dekho Na Insafiyoo
Main to is Baar se Inkar nahi karta ke Nawaz sharif aamriyat ki GOUD main Palaa
lekin Tum Na Insafi jo Imran Khan ko Farishta bana kar Paish karte ho , Woh Farishta Imran Khan nahi hai
aaina Dekho aaina , aainay main apni munaafqat se luthrii hui manhoos shaklain dekho Na Insafiyoo