bulgars004
MPA (400+ posts)
As a Nation Kiya hum aik ho sakty hain 1965 ki tarha???
Kiya hum Pakistani Pakistan ko Aik kar saktay hain???
Kiya hum Pakistani Pakistan ko Aik kar saktay hain???
Jasba tu abi be bhat a lekan zardari and company kay aa janey sey zara sa mandh per gia hey aur is kay elawa kiyani ko kuch kerna parey ga werna ye zardari kiyani ka nam history main kala ker jay ga utho kiyani utho Pakistan ko save keroAs a Nation Kiya hum aik ho sakty hain 1965 ki tarha???
Kiya hum Pakistani Pakistan ko Aik kar saktay hain???
Nahi.................(serious)(serious)(serious) kion nahi aa sakta iss ki waja hay..... zindagi iss kadar mushkil pahlay nahi thi jiss qadar ab hay.... log ik dosray ko noch kr khanay ko tayar hain pr iss mulk pe rahm khanay ko tayar nahi..... moeez aur moghees ho sialkot men ya karachi men sarfraz jasa baychara jawan... foj ka image pakistan k do province men to itna kharab hay k koi wardi men pahn k nikal nahi sakta... asa jazba laanay k liye qoam hona zurori hay... jab k ham sab ik hujoom hain aur kuch nahi.............
(serious)
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|