Aik dosrey ko pagrian pehnatey hain or awaam ko topi. In logo ka kia yualaq Nabi (PUBH) se jinho ne un ki kisi baat pe amal na kia lakho logo pe jo kharch hona tha wo qoumi khazana loot kay apney ghar bhar liaey. Ye to aisey hi hay jaisey koi apney baap ko kahey keh mein tujhey abba to manta hoon mager teri koi baat nahi manta bhai jab to baat nahi manta to beshak baap bhi na maan tarey honey na honey ka kia faida