Main aaj boht dukhi hoon
bilkal usi tarah jis tarah may 2013 k election k baad hua tha
Waqt guzarnay k sath sath clear hota ja raha hai k
Reham khan PTI main aa rahi hain
Aur hamari moroosi siasat k khilaf tehreek khatam honay jaa rahi hai
Ayenda hum kabi maryam aur bilawal k hum par musalat honay par choon charan nahi kr sken gy
Ye sb usi shakhs k hathon hoga jis ne humain ye shahoor dia k moroosiat k khilaf kharay ho jao
Plz koi khan sahab ko samjhaey k apnay paon par kalhari na maren
Is party k liye hum ne b ziada na sahi kuch na kuch kia hai
Agar hm workers aur volunteers ki baat ki koi value hai to hmari awaz sunen
Reham ko aap shokat khanum aur namal university sonp den
Lekin ye party agar sonpi to us din se is party ka nazah shuru ho jaey ga
Koi hmari awaz Khan sahab tk pohnchaey plz