میرے جاھل بھائی۔ میرے ھر کام میں اللہ کی رضا ھے۔ اللہ اگر چاھتا تو میں ماں کے پیٹ میں ھی مر جاتا۔ اگر وہ چاھتا تو شاید ماں کا دودھ پینا بھی نصیب نہ ھوتا۔ میں اگر بیمار ھوتا ھوں تو اللہ کی مرضی سے۔ اگر ٹھیک ھوتا ھوں تو اللہ کی مرضی سے۔ ڈاکٹر کے پاس جا کر علاج کروانے اور داتا دربار پر جا کر دعا مانگنے میں فرق ھے۔ داتا ایک مردہ ھے۔ ایک مرا ھوا انسان اپنے لئے کچھہ نہی کرسکتا تو وہ دوسروں کو کیا دے گا۔ حضرت ابراھیم علیہ سلام نے جو بت توڑے تھے وہ اپنے آپ کو نہ بچا سکے۔ داتا دربار پر جو خودکش حملہ ھوا تو داتا صاحب بھی اپنی حفاظت نہ کرسکے۔ ایک مردہ کچھہ نہی کرسکتا۔ اپنے شرک کو قدرت کے قانون سے نہ جوڑو۔ شرک شرک ھے۔ ناقابل معافی گناہ۔
قرآن کو ترجمہ سے پڑھو اور حدیث سنت پر چلو۔ میں اتنا پوچھا تھا کہ قرآن سے اور حدیث سے ثابت کرو اپنے اس شرک کو۔ لیکن نہی یہ جاھل قبر کو سجدہ کرنے والے پانی پینے کے لئے گلاس کو وسیلہ بنانے کی مثالیں پیش کرتے ھیں۔
tum ne merey sawaloon ka jawab nhi diya i will be waiting for the reply ????
abi to tum ne apni maan ki b nafi kr dee baap ki b nafi kr dee kia tumhareey man baap me koi talluk paida hoa tha jiskey baad tum paida hoey ya vesey hi aasman se a girey ??????????
kia me zinda se mangoon to shirk nhi he murda se mangoon to shirk he ?????? ye konsi definition tum ne bna leee??????
matlab obama se mangna jaiz he data se mangna najaiz he......... kia kehtey ho???
jb shifa Allah ne deenee he to doctor k paas kion jatey Allah to kehta he k main shifa deta hoon..........kia doctor k paas janey vala ore saree doctors mushrik hain ?????????????
jawab do bhagney nhi donga main.
tumhain kia khabr he k kon zinda he kon murda he vesey zinda ore murda se mangney vali logic tum ne pehley samjhanee he vo udhaar he........
jo Allah ki rah me jihad krta hoa mara jaey .....Allah talla khud frmata he k usey murda na kahoo vo zinda he blkey tum fehm nhi rakhtey ............
abb zara btana k Allah ki rah me mara hoa kaisey zinda he ore Allah hukam de raha he k usey murda na kahoo kion ??????????
aik ore hadyt he jis me hzur s.a.w kisi jang se vapis lout rahey hain to sahab karam r.a se keh rahey hain k hm chotey jihad se barey jihad ki taraf laut rahey hain............
abb je batao k chota jihaad vala zinda he to barey jihaad vala kaisey mar gaya ???????
vesey lan.at he tumharee ghatia soch pe .........
ye btao k lal masjid Allah ka ghar tha na vahan Allah ne asleha kion lejaney diya vahan operation kion honey diya..........
khana kaaba Allah ka ghar tha na vahan 1979 me kion logo ne qabza kr lia??????????
ore phir insaano ne usey churaya jis me french commandoes b they kia khuda khud nhi chura sakta tha ?????????
jawab zroor dena i will b waiting.....
Qudrat kon he me to Allah be yakeen krta hoon qudrat kia cheez he.
Allah zinda he ore hr cheez se ba khabar ore daikhney ore sunney vala he.
I think na to tum ne merey kisi sawal ka jawab diya he na hi koi shirk ki definition he tumharey paas sirf baselss davey hain ore kuch nhi.........
sirf firkawariat ki ghalazat bharee hoeey he bunyaad kuch b nhi.
Jee meree jan sab quran o sunnat se hi sabit he........kisi ne qabr ko sajda krney ka nhi kaha jo kehta he vo gumrah he ore jo jhoota ilzaam lagaey vo munafiq ha.
kaaba pathr se bana hoa he pathr ki bzaat e khud koi value nhi bs Allah k Nabi ne un patharo ko Allah k ghar me use kr k izzat baksh dee.
jogging krna koi ibadat nhi lakin Allah ne Apni bandee ki adad pasand anee pe saree ummat e Mohammadi s.a.w k liaey hajj me saee ibadat bna dee...
kankarian marna koi ibadat nhi lakin Allah ko apne bandee ki ada pasand aiee to poori ummat k liaey kankarian marna ibadat bna diya.........me pochta ho kia shiatan vahan hazaroon saal se khara he ?????????
hr cheez ki nisbat he ore vo nisbat hi uski pehchan bun jatee he.........alif ....lam ore .meem ki bzaat e khud koi value nhi lakin jb alif laam meem koi kahey ga to isey izzat mil jaey gee kionkey nisbat khuda se he......
kaghaz ore kitab ki koi hasiat nhi lakin jb us pe Allah ki kalam likh dee jaey to vo mukadas bun jateee he kionkey abb nisbat mil gaee he.....
makam e ibrahim pe kion duain kabool hotee hain Allah to hr jaga he ?????
kaey makamaat pe ibadaat ka sawab bohut ziada he fark sirf nisbat ka he....
shayad kuch baat samhaj me agaee ho aapko...........lakin shart ye he k dil me bughz na ho vrna phir duper ko b sooraj nazar nhi ata..