Masjidon ko giraney walon ka haal dekh lo, aaj wazeeristan main jo dehshat gard masjidon main khudhkush hamley kar rahey they unka kia haal hoa hai? inshaAllah woh din door nahin jaab iss ka haal bhi waisa hi hoga. Itney log iss ki waja se marey hain inshaAllah kisi na kisi ki bad dua to lagey gi ab.