Q-Mirza sb deen k dawa dar tu ap bhut banty hain kiya ap ko yeh maloom nhi k kise per ilzam trashi krna ar wo b kamee ko haram khna kitna bhra gunah hai. Zra almari main phri Kutb per sey mati hta ker daikh ley. kiya hukam hai bina sabot per tuhmat ar ilzam trashi krny ka. Us ney jo kiya acha ya bura yeh alag behas hai. ap kasy HARAM ki Kamaee ka ilzam lga rhy hain. Main hamesha ap ko yehi guzarish krta hun k Ilam hasil krny ar amal main farq hai. Jis ka izhar bar-ha ap k comments sey hota rhta hai.
حرام کی دولت ایسی ہی جگہ پر خرچ کی جاتی ہے