alihbkable
MPA (400+ posts)
phool le kr gaya aaya rota hua
baat aisi hai kehne ka yaara nahin
qabr-e-Iqbal se a rahi thi sada
ye chaman mujh ko aadha gawaara nahin
kya fasaana kahun maazi-o-haal ka
sher tha eik mai arz-e-bengal ka
sharq se gharq tak meri parwaaz thi
eik shaheen tha mai zehn-e-Iqbaal ka
eik baazoo pe urta hun mai aaj kal
dusra dushmanon ko gawaara nahin
woh jo tasweer mujh ko dikhaai gai
meray khoon-e-jiger se banaai gai
qaum ki maaon behnon ki jo aabroo
naqsha-e-asia mein sajaai gai
mor do abroo ya woh tasweer do
hum ko hisson mein batna gawaara nahin
baat aisi hai kehne ka yaara nahin
qabr-e-Iqbal se a rahi thi sada
ye chaman mujh ko aadha gawaara nahin
kya fasaana kahun maazi-o-haal ka
sher tha eik mai arz-e-bengal ka
sharq se gharq tak meri parwaaz thi
eik shaheen tha mai zehn-e-Iqbaal ka
eik baazoo pe urta hun mai aaj kal
dusra dushmanon ko gawaara nahin
woh jo tasweer mujh ko dikhaai gai
meray khoon-e-jiger se banaai gai
qaum ki maaon behnon ki jo aabroo
naqsha-e-asia mein sajaai gai
mor do abroo ya woh tasweer do
hum ko hisson mein batna gawaara nahin