wrong
Hadees pbuhkabhi bi sectarian voilence nahi bhela sakti,sactarian voilence wahan hota hay,jahan loog hadees pbuhko samjh kar nahi aprhtay,QURAAN Majeed mein ALLLAH farmata hay,k bohat saray loog hain jo Quraan ko parh kar hadyet patay hain,aur bohat saray Quraan parh kar Gumrah ho jatay hain,bhai jaan ye aap k parhnay par hay,k aap us ko kis tarah parhtay ho,aap kabhi b Hadees k baghair Quraan majeed ko samjh nahi saktay,Quraan Majeed mein nimaz ka tareeqa nahi,azaan nahi hai,bohat saray masail hain Jin Ko NABIpbuhne Explain kiya hay,Quraan ki Tashreeh tu Hadees se ho sakti hai na,apnay paas se tu koi b is ki tashreeh nahi kar sakta,ALALh ne khud hukkam diya hay meraypbuhka hukkam mano,jis cheez se Nabipbuhrook dein us se ruk jao,ALALH ALALH kiya janay se ALALH nahi milta bhai jaan,us tak pohnchanay k liay QURAAN aur Hadees Sunnat par amal zaroori hai,ALALH hum sab ko hadayet de aameen