1942: A Rare footage of Hur Freedom Movement in Sindh

ح

حکایت جنوں

Guest
Ilm k sath ya Deen k sath?
Deen to zindagi hai magar ilm us ka naqeez nahi. Mujhe lagta hai keh mere jumley se ghalati fehmi paida hui. Kehne ka matlab tha. Ilm mein taraqqi hoti rehti hai. Hamen us ka ilm aur usey ka istamaal krna aana chahiey
 

ZenoInTheZoo

Minister (2k+ posts)
Deen to zindagi hai magar ilm us ka naqeez nahi. Mujhe lagta hai keh mere jumley se ghalati fehmi paida hui. Kehne ka matlab tha. Ilm mein taraqqi hoti rehti hai. Hamen us ka ilm aur usey ka istamaal krna aana chahiey

Would u like to review this statement? it is still not very clear........
 
ح

حکایت جنوں

Guest
Is it purely qualitative or hybrid? Depending upon the nature of the quest of study, a range of methodologies can be used from either domain or more than one can also be used........that is why i asked........
it is a qualitative research and the methodological framework is derived from post-colonial studies
 
ح

حکایت جنوں

Guest
Would u like to review this statement? it is still not very clear........
matlab kehne ka bas yeh hai sir....Mera argument deen mein bhi rooted hai aur jadeed ilm mein bhi (jise aap ghalati se mehez human rights charter samjhey)
 
ح

حکایت جنوں

Guest
So, ur basic thesis is that Deen and Ilm are two different entities/things/domains???
Yes Deeni ilm aur dunyaawi ilm are two different entities. However dunyawi ilm should not cross the limits of Deen
 
ح

حکایت جنوں

Guest
Pakrre gaye na.......:)

Deen mein deeni aur dunyavi ilm separate nhi hote.........
Sir g hamari Deen aur Dunya ke bare mein perceptions aur interpretations (mean our world view) ka farq hai...kafi barra farq hai.....
 

Back
Top