10 Most Amazing Wild Animals Found In Pakistan

pti007

Politcal Worker (100+ posts)
Siasat se hat kar ager baat video k topic pe ki jaye tau bohat he afsos ki baat hai k jesay ham Pakistani baki cheezon mai peechay ja rahay hain wesay he jungli hayat mai bhi. Is video mai btaye gaye takreeban tamam he janwaron k baray mai end mai ye btaya hai k ye endagered hain aur sirf chand so ki tadad reh gayi hai. Yehi halat rahay tau insan tau kia janwar bhi nazar nahi ayen gay iss mulk mai
 

Back
Top