nadan ji main aap ka rooz intezar karta tha ke aap kab aain gi , main aap k dukh ko samajh sakta hoon , meri bohut kareeb tareen relitive ki death kidneys ki wajha se hui thi , jab pehle din aap ne apni ammi ke bare main bataya tha ke un ki yeh condition hai to main ussi waqt samajh gaya tha ke woh shayad na bach sakain , mujhe aik member ne kaha k main ne aap ko wazeefay de kar jhooti tasaliyan di lekin main aur kia kar sakta tha , aap ki ammi jab zinda thin to tab bhi main dua karta tha ke aap k ammi theek ho jain aur aage bhi karta rahon ga , mere wazeefon aur dua ki copy main aap ka naam likha hai aur main un ke darood shareef parh kar dua karta rahon ga , aakhir main itna kahon ga ke main bohut sharminda hoon k aap ki ammi ki death ki jab khabar mili to main ne kaha tha k kuch din forum par nahi aaon ga lekin main 3 din k baad aana shroo ho gaya , Nadan ji aap se aik request hai ke forum par aati raha karain