abbasiali
Minister (2k+ posts)
abbasiali bhai aap is bachay ki baat ka bura na manain. asal mein problem ye hai k hamari party mein immature students aa gay hain. jin ki nasamjhi hamain kafi mehngi per rahi hai. mein nay imran khan say bhi is baray mein zikar kia tha. un kay pass bhi is baat ka koi hul nahi. aap bacha samjh ker maaf ker dain. apna balongra hai mein isay smajha don ga...tehreek e insaaf ki terf say mein maafi maang raha hon. umeed hai aap maaf ker dain gay. shukria
:):):):):):):):):):);););););)
