نظام قدرت اور آغاز کائنات کی بحث

mpyevkiq

Voter (50+ posts)
مغل ون صاحب کے نظام قدرت اور آغاز کائنات سے متعلق سوالات کو ایک نۓ تھریڈ میں منتقل کر رہا ہوں، کیونکہ اسکا پرانے تھریڈ سے براہ راست تعلق نہیں ہے، اگر پرانے تھریڈ میں ہی رہنے دیا تو بحث پیچیدہ ہو جاۓ گی

mera pehla sawaal aap se ye hai keh aap bataayen aap ki nazar main kaainaat ki ibtadaa kaise hui ya kaise ho sakti thi?
بھائی میرے پاس اس کا جواب نہیں ہے، کیا اس کا جواب آپ کے پاس ہے؟

kia aap aik aisi hasti ke wajood ko tasleem kerte hen jo hamesha se mojood hai aur hamesha mojood rahe gi?
کیا مجھے ایسی ہستی کو تسلیم کرنا چاہئیے جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے؟

agar nahin to phir kaainaat ki ibtadaa mumkin hi kaise hai?
کیا اگر میں اس ساری کائنات کی ابتدا کا ممکنہ طریقہ یا راستہ نہ بتا سکوں تو میرے لیے یہ لازم ہو جاتا ہے کہ میں کسی ایسی ہستی کو تسلیم کروں جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے؟

is liye keh agar kuchh bhi mojood hi nahin tha to phir absolute nothing se her shai ka wajood mumkin kaise hai?
کیا کائنات کی ابتدا کے صرف دو منطقی راستے ہیں، ایک جس میں ایک ہستی جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے، اس سے پہلے موجود ہو، یا پھر کچھ بھی موجود نہ ہو؟

bhai sb hamaare paas is ka jawaab yahee hai keh ham insaan hen jaanwar nahin hen kyunkeh hamaare paas aqal hai aur ussi aqal ka taqaaza hai keh ham insaan us hasti ke wajood ko tasleem karen jis ne her shai ko peda kiya hai.

mere khayaal main aap ki ye baaten aap ki ghalat nigahi ka nateeja hen. aap apni nigah ki simt drust karen to maloom ho ga her baat aqal ke mutaabiq hai. asal baaten samajhne ki yahee hen keh khudaa ne kia kiya hai, kaise kiya hai aur kyun kiya hai. jab aap in baatun ko theek tarah se samajh jaayen ge to aap ka saara confusion khud bakhud hi khatam ho jaaye ga.

bilkul yahee baat to laazmi hai theek tarah se baatun ko samajhne ke liye. khudaa ne sab kuchh peda kiya hai her rational yani logically consistent insaan ye baat tasleem kerne per majboor hai apne apne aqal ki roshni main. is liye keh cause aur effect ka chain musalsal hamesha hamesha ke liye chal hi nahin sakta aur na hi chalta hai.

ye jahil logoon ki baaten hen keh khudaa is duniya main mudaakhlat nahin kerta. asal masla is baat ko theek tarah se samajhna hai keh khudaa mudaakhlat kerta kaise hai aur kyun kerta hai.

aap ki baatun se yahee maloom hota hai keh aap ne sirf aur sirf mazhabi nuqtae nazar se hi khudaa ke maqsad aur us ke kaamun ko samajhne ki koshish ki hai. haqeeqi khudaa mazhabi khudaa hai hi nahin hai balkeh us ke baraks woh rational yani logically consistent khudaa hai. us ne ye kaainaat apne maqsad ke liye banayee hai aur ussi maqsad ko poora kerne ke liye us ne is duniya main mudaakhlat ki hai. us ka saboot us ki taraf se wahee hai.

lihaaza agar aap haqeeqi khudaa ko apne aqal aur us ki wahee ki roshni main jaanane ki koshish karen ge to zaroor hi aap drust nateeje per pohnch jaayen ge.

agar koi aur raasta hai to aap bataa den. kyunkeh aap ke paas aur koi raasta nahin hai issi liye aap ghalat simt ki taraf nikal pade bajaaye drust baat maloom kerne ke. agar aap ke paas waqt ho to aap jo kuchh main ne likha us ko zaroor padh len umeed hai aap ko baatun ko theek tarah se samajhne main madad mil jaaye gi. Kindly see HERE.
 
mpyevkiq

Voter (50+ posts)
mera pehla sawaal aap se ye hai keh aap bataayen aap ki nazar main kaainaat ki ibtadaa kaise hui ya kaise ho sakti thi?

mpyevkiq said:
بھائی میرے پاس اس کا جواب نہیں ہے، کیا اس کا جواب آپ کے پاس ہے؟

bhai sb hamaare paas is ka jawaab yahee hai keh ham insaan hen jaanwar nahin hen kyunkeh hamaare paas aqal hai aur ussi aqal ka taqaaza hai keh ham insaan us hasti ke wajood ko tasleem karen jis ne her shai ko peda kiya hai.
agar koi aur raasta hai to aap bataa den.
بھائی آپ کی باتوں کا لب لباب یہ ہے کہ
  1. میرے پاس اسکا جواب ہے کہ کائنات کی ابتدا کیسے ہوئی؟
  2. ساری کائنات کو ایک ہستی نے پیدا کیا
  3. اسکی دلیل یہ ہے کہ عقل ایسا کہتی ہے
  4. کیونکہ اگر ایسا نہیں ہے تو پھر کائنات کی ابتدا کیسے ہوئی؟
بھائی آپ جس منطق کو استعمال کرتے نظر آرہے ہیں اسے "جتھوں دی کھوتی اوتھے آن کھلوتی" کہا جاسکتا ہے، یعنی آپ کی دلیل کا آغاز بھی ایک سوال پر ہوتا ہے اور اختتام بھی اسی سوال پر ہوتا ہے

سوال وہیں کا وہیں ہے اور وہ اسلئے کہ میری طرح آپ کے پاس بھی اس کا کوئی جواب نہیں ہے

آپ شاید اس منطقی غلطی کے مرتکب ہو رہے ہیں، لیکن ہوسکتا ہے کہ میرا اندازہ غلط ہو
 
Last edited:

Rambler

Chief Minister (5k+ posts)
Bhai kiun apne chotey se dmagh pe zor daltey ho. Aisi behseyn maghrib mein hoti heyn jahan waqt or paisa ziada hey. Teesri dunia ke logon ko apney khaney rehney sehney pe twajoh deni chahiey.
 
Rambler

Chief Minister (5k+ posts)
Man-na hey to mano nhi man-na to na mano. Agerr koi is dunia ka malik hey to ussey iss ki kia parwah ho gi tumhare man-ney ya na mann-ney se. Ager marney ke baad phir jaag gaye to pata lg jaey ga.
 
Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
بھائی میرے پاس اس کا جواب نہیں ہے، کیا اس کا جواب آپ کے پاس ہے؟

بھائی آپ کی باتوں کا لب لباب یہ ہے کہ
  1. میرے پاس اسکا جواب ہے کہ کائنات کی ابتدا کیسے ہوئی؟
  2. ساری کائنات کو ایک ہستی نے پیدا کیا
  3. اسکی دلیل یہ ہے کہ عقل ایسا کہتی ہے
  4. کیونکہ اگر ایسا نہیں ہے تو پھر کائنات کی ابتدا کیسے ہوئی؟

بھائی آپ جس منطق کو استعمال کرتے نظر آرہے ہیں اسے "جتھوں دی کھوتی اوتھے آن کھلوتی" کہا جاسکتا ہے، یعنی آپ کی دلیل کا آغاز بھی ایک سوال پر ہوتا ہے اور اختتام بھی اسی سوال پر ہوتا ہے

سوال وہیں کا وہیں ہے اور وہ اسلئے کہ میری طرح آپ کے پاس بھی اس کا کوئی جواب نہیں ہے

آپ شاید اس منطقی غلطی کے مرتکب ہو رہے ہیں، لیکن ہوسکتا ہے کہ میرا اندازہ غلط ہو
 
mpyevkiq

Voter (50+ posts)
QGn0DKo.jpg
 
Last edited:

Mughal1

mera sawaal is liye nahin hai keh mujhe pata nahin hai aur main aap ko bataa nahin sakta balkeh is liye hai taa keh aap bhi is baat per apni tawajo markooz karen keh jab aqal keh rahee hai keh khudaa ke wajood ke baghair kainaat ka wajood mumkin hi nahin hai to phir us hasti ki mojoodagi se inkaar ke kia maani?
[/RIGHT][/QUOTE]

آپ شاید اس منطقی غلطی کے مرتکب ہو رہے ہیں، لیکن ہوسکتا ہے کہ میرا اندازہ غلط ہو

mere nazdeek jin mantaqi ghalatiyun ki taraf aap ishaara ker rahe hen un ki koi ehmiyat nahin hai. wajah? is liye keh ye khud un logoon ki baaten hen jo aqal ko istemaal nahin kerte. un ki zindagi ka maqsad hi khudaa ke wajood se inkaar kerna hai bila kisi aqli daleel ke. is liye keh woh samajh baithe hen keh khudaa aik mazhabi taraashida khayaal hai jis ki koi haqeeqatr hai hi nahin hai.

mazhab kyunkeh fil haqeeqat logoon ka apna tarasheeda wehmo khayaal hai yaheen se un ki ghalat nigahi ki ibtadaa hoti hai. ye log insaanu ko aisi mantaq ki taraf le ker jaana chahte hen jo insaanu ke liye tabahi aur barbaadi ka baais hai. main ne in mantaqi ghalatiyun per sair haasil guftgoo ki hui hai apni posts main. link main ne issi liye diya hai taa keh mujhe woh baaten yahaan repeat na kerni paden. lihaaza jab aap ke paas waqt ho un ko padh len aur phir bataayen keh jo usool main ne bataaye hen woh drust hen ya woh jo mulhadun ne banaaye hen woh drust hen. dono main se kin usoolun ko apnaane main insaaniyat ka faaida hai aur kaise?

balkeh main in sab baatun se pehle aap se ye poochhun ga keh aap zaraa ye bataa den keh saboot kia hota hai? saboot subjective hota hai ya objective aur kyun aisa hota hai?
 
بھائی مجھے انتہائی افسوس سے کہنا پڑ رہا ہے کہ اگر آپ کے نزدیک ان منطقی اصولوں، یعنی عقل کے استعمال اور اسکے تحت بحث مباحثے کے اصولوں، کی کوئی اہمیت نہیں ہے تو آپ سے کوئی بحث نہیں ہو سکتی، آپ کو صرف اتنا کہا جاسکتا ہے کہ

بابا الله پَلا کرے

کیونکہ آپ کے پاس ایک موقع تھا کہ آپ سوچ سمجھ کر یہ جواب دے سکتے تھے کہ آپ نے یہ منطقی غلطی نہیں کی، اور اس کے دفاع میں آپ اپنے دلائل سب کے سامنے رکھ سکتے تھے

لیکن آپ نے اسکی بجاۓ ان اصولوں کو دریافت کرنے والوں کو ہی بد نیت قرار دے دینا بہتر سمجھا، جس سے نظر آتا ہے کہ آپ کے پاس جواب نہیں ہے لہذا آپ کردار کشی پر اتر آۓ ہیں

تو جناب یہ بھی ایک اور منطقی غلطی ہے لیکن چونکہ آپ کے نزدیک ان منطقی اصولوں کی کوئی اہمیت نہیں ہے تو آپ سے کیا بحث
 
aap meri baat ko ghalat samjhe hen. main ye keh rahaa hun jin usoolun ko aap aqli usool keh rahe hen woh jahaalat ke usool hen aap un ko pehle aqli saabit to karen baaqi baaten baad main hun gi.

doosra main ne aap se ye kahaa hai keh aap saboot ko define karen aur saabit karen keh saboot subjective hota hai ya objective. ye is liye keh aap ki tarah ke log her baat ka saboot maangte hen aur un ko pata bhi nahin hota keh saboot hota kia hai. agar aap ko pata hai to bataa den taa keh baat aage chal sake.

rahee baat aap ko jawaab dene ki to main ne issi liye aap ko link diya huwa hai keh aap mera jawaab apne waqt main ghor se padh len. is jawaab ki roshni main dekhen keh main ne jin logoon ko jahil kahaa hai un ko aisa kahaa kyun hai.

aap ne doosre thread main jo kuchh likha hai woh sara sar aap ki apni asal deene islam se naawaaqfiyat ko zahir kerta hai. aap ka khudaa, rasool aur wahee ke baare main tasawur hi ghalat hai. aap mullaan ke islam per behs ker rahe hen aur asal deene islam ko ignore ker rahe hen jis ko main ne diye ge link main explain kiya huwa hai.
 
Back
Top