@ fatema .. I wont agree with you aap cultural or social boraiyon ko mazhabi boundaries say mila rahi ho .. agar koi syed chudary malik raja ya koi bhi zaat apnay zaat bradari say bahir kissi ko shadi nahe karney dayta tu bhi who islam ke khilaf ja raha hai islam mein haad muslman hona or na mehram hona hai . rahi baat muslim larki ka ghair muslim larkay say shadi ,, tu yeh islam mana karta hai or yeh failure hai oss ke maan baap ki tarbiyat ka . aap kalma parh kar sowar nahi halal kar saktay . na hi bismillah parh kar kha saktay hain . ap Fatimah nam rakh kar namaz tu miss kar sakti hain .. magar koi easa business jo islam mein sakht mana ho aap ko community nahi kholnay dai gi .just example