G
gotti
Guest
Re: Zardari Biography :p
bhai falsafay aur zindagi jeenay kay gun aapsay nahi seekhnay
baqi jaahilana baatain sun nay ka kuch khaas faida nahi kyunkay mera TuQ say koi waasta nahi
samjha diya tha, nahi samajh aayi, is main mera kiya qasur hai?
ab jao, aur khushi manao Kaira kay saath.
jab insaan hadh se gir kar baat karta hai tu woh apni zaat kau kabhi bhi defend nahi kar sakta,same wohi tumhare sath howa.tumne nahaiyat he ghatya zubaan istemaal ki apne muakaf kau defend karne ke liye yahan tak ke tum mjhe jante tak nahi aur mjh par zaati hamle karna shuroo ho gye.TUQ se jaa kar poucha k Spain waloon se kitne paise akhate karta hai jin kau tum Spain aane k taane de rahe ho.sharam tu bhai tum mai hai he nahi jau tumhain aye.