Agr aap ne ye sawal apne knowledge keliye kia hay to muje acha laga hay. Ager sirf tawajoh hatane keliye kia hay to la hasil hay. Dekhen bunyadi cheez jo aapko samajhni chayye wo Imamat ka aqqeda hay. Jin 4 imamon ka aap ne ziker kia hay wo sirf fiqa or ahadees ke imam hen. They donot have any divine authority. Unki hesiat 4 doctors kee hay, aap ka jis pe paas dil karay uss kee dawa istemal karen. Charon apni field men maahir hen. Dawa charon kee asar karay gee. Kion ke charon kee taleem ik hee hay. Choice of medicine different ho saktee hay. Bunyad ik hay. Ikhtilaaf mere bhai sirf farooh'i hay. Kisi b bunyadi aqeeda ka ikhtilaf in chaar Aima men aap nahee dkehen gay. Aap ka dil jis ko chahay follow karen. Or han ye hee sun len unko follow kerna farz nahee. Ye to aisey hay jese aap ik specialist kee advice ko follow karen. Jo ke afzal hay na ke kisi neem hakeem ki dawa le ker beth jain.
Is ke bar aqas shia ki imamat bojhet hee mukhtalif hay. Shia ke Nazdeek Imam 1) Emaan ka hisa hay or uss ke bagher imaan mukammal nahee, 2) Imam ALLAH ka noor hay , 3) Imam per wah'ee aati hay, 4) Imam ALLAH ki hujjat hay, 5) Imam Zamin per ALLAH ka Gawah hay, 6) Imam per logon ke amaaal paish hote hen,7) Imam Aalim Ghiab hay (ma **** wa ma Yakoon), 8) Ailamat e Khuda or 9) walian e amr hay, 10) Imam apne ikhtiar se marta hay etc etc (ref: Asool Kafi Kitab e Hujjat). Hamarey 4 imam aise nahee bhai. Na ham is tara ke imamat tasleem kerte hen. Ye sab jhoot or man gharat aqeeda hay ji ska dr saab aap shia imam per to baad main baat jrey phley merey sawaloon ka theek jawab d jaey se koi saboot nahee. Jo aqeeda quran se sabit nahee uss ka Islam se koi taaluq nahee. Jitnee khasoosiat aap shia ke imamon kee men bayan ki hen in men koi ik bhee quran se sabit nahee. Aap ik ik ker ke saari chaaan maren nahee kuch b milay ga. Balke saari Nabion AS khassooosiat hen or shia ne apne imamaon ko de deen hen bagher kisi quran ke saboot ke. jo zulm hay or deen ka janaza nikal dia hay. ALLAH smajh de
Aap dr saab merey sawal ka jawab deney ki bjaey shia imamon ki traf chaley aaey hain mujhey jo pochna thaa vh bht asaan hai
aakhir yeh chaar hi kion?
Aap dekhaen dunya khan sai khan pohanch gaei hai aab to waqt ki zarort thi key aap imam aur bhi ley aatey kum azkum her aik sadi main
kia yeh hadees aap to kia sub ki kutub main nheen hai jey merey baad 12imam hoon gai?
to phir aap awsa iren key mujhey barah imam ya khalifa ji bhi jhaen vh dekha daen takey main aagey brhoon aur mazeed rafseel aap sai jaan loon yaad rahey key
banu umaia main koi 27 shaid they khulfa
banu Abbas main ys sai bhi zayada
khlafat ysmani main bhi 11sai zayada
baqu aap key ney mazhab jo qadyan sai aata ys main bhi khlafat chal rahi hai
bohri aghakhanion key haan to khatam honey ka baam hi nheen key rahi
to mujhey yeh btaaen jey jo frmaan easool hai vh bargaq hai key naheen?
Agar haq hai to phir 12 hoon gai to aap mujhey apney barah oesh jersaen yaad rahey hadees key ikfaz hain jey dunya kharam nheen ho hi jub tuk key 12 ki khlafat hoo nheen jati to please apney barah imam ta khulfa ki list daen ayr sabit jeren ket vh mnjanab Allah hain
yaad rahey jub imamat bhi ibrahim aa ko mili to unhon ney jga key neri zyreat maun bhi sakhil jersey aur duaa Allah ney qabool ki aab jo bhi imam 12 daen un ka shajrah jaa kar seedha straight hazrat ibrahim as sai milna chahey hai .