insaan jab tak quran ko usse us ka maqsade nazool jaan lene ke liye nahin padhte in ka yahee haal rahe ga jo sadiyun se chalaa aa rahaa hai.
log ye baat hi tasleem kerne ko tayaar nahin hen keh quraan aik mazhabi kitaab nahin hai. un ko siwaaye pooja paat ke kuchh aur soojhta hi nahin hai.
khudaa ke baare main mazhabi tasawuraat insaanu ki apni ijaad hen. khudaa ne insaanu ko un ki takhleeq ka maqsad batayaa huwa hai aur ye bhi bataaya huwa hai keh woh maqsad poora kaise ho ga.
islam deen hai mazhab nahin hai. lihaaza tamaam mazhabi aqeede aur amaal insaanu ke apne mangharat hen. asal deene islam kia hai? See HERE.