امامت و خلافت کی بحث!!! Worth Reading!

Status
Not open for further replies.

sdmuashr

Senator (1k+ posts)
Bismillah
Assalam o Alaikum,

mag-01.gif

mag-01-2.gif

mag-01-3.gif

http://www.dailyislam.pk/dailyislam/2011/april/17-04-2011/editorial/mag-01.php
 
EniGma90

Minister (2k+ posts)
The columnist is contradicting his own statement. jab khalifa ka ikhtiar rasool pakpbuh nay ummat per chordia tah, to Tamam khalifaon ko "Khalifa-e-rasoolpbuh" kaisy kaha jaskta hay. Khalifa e rasoolpbuh to wo hua jisko rasool pakpbuh nay apney baad mukarar kia hua ho jaisy hadith shareef mein aya hay kay,

The Prophet (pbuh&hp) while returning from his last pilgrimage stopped the entire caravan at Ghadeer Khumm and made the announcement:

"Of whomever I am his master (mawla), Ali also is his master (mawla)."

al Hakim in Mustadrak ala al Sahihayn vol. iii, pp. 109110;

Al Tirmidhi in his Sahih (Bulaq, 1292), ii, 298;

Sunan Ibn Majah (Matba`at al Faruqi, Delhi), in "bab Fada'il ashab Rasul Allah (S)" from al Bara' ibn `Azib and Sa`d ibn Abi Waqqas;

Al Hakim in Mustadrak (Hyderabad, 1313) from Zayd ibn Arqam (iii, 109, 533), Sa`d ibn Malik (iii, 116), from Rifa`ah ibn Ayas al Dabbi from his father from his grandfather (iii, 371), and from Buraydah al Aslami; (iii, 110; ii, 129);

Imam Ahmad ibn Hanbal in his Musnad, al Matbaat al Maymaniyyah, Egypt, 1313, from al Bara' ibn Azib (iv, 281), Buraydah al Aslami (v, 347, 350, 358), Zayd ibn Arqam (iv, 372, iv, 368, v, 307), Ibn Abbas (i, 330), Abu al Tufayl (iv, 270) and Ali ibn Abi Talib (A) (i, 84, 88, 118, 139, 152, v, 307, 366, 419);

Abu Nuaym al Isfahani; in Hilyat al Awliya (Egypt: Matbaat alآ* Saadah, 1351) iv, 23, v, 26;

Fakhr al Din al Razi; in al Tafsir al Kabir (Dar Tibaat al Amirah) under the verse 5:67;

Al Khatib al Baghdadi, in Ta'rikh Baghdad (Matbaat al Saadah, 1360), vii, 377, viii, 290, xii, 343, xiv, 236;

Al Nasai in Khasa'is (Matbaat al Taqaddum al Ilmiyyah, Egypt, 1348), pp.4, 21, 22, 23, 25, 26, 40;

Al Muhibb al Tabari, in al Riyad al Nadirah (Matbaat al Ittihad, Egypt, 1st ed.), ii, 169, 170, 172, 203 and Dhakhair al Uqba (Egypt 1356), 86;

Ibn Hajar al Asqalani in al Sawaiq al Muhriqah (al Matba`at al?Maymaniyyah, Egypt; 1312), pp. 25, 26;

`Ali al Muttaqi al Hindi in Kanz al Ummal (Hyderabad, 1312), i, 48, vi, 83, 153, 154, 390, 397, 398, 399, 403,405, 406, 407;

Ibn Hajar al Asqalani in al Isabah (Calcutta, 1853 A.D.), i, part one, 57, 319; iii, part one, 29; iv, part one, 14, 16, 61, 143, 169, 182; vi, 223, vii, part one, 78, 156;

Ibn al Athir in Usd al Ghabah (al Matba`at al Wahbiyyah, Egypt, 1285), i, 308, 367, 368, ii, 307, 233, iii, 92, 93, 321, 374, iv, 28, v, 205, 276, 383;

Ibn Qutaybah in al Imamah wa al Siyasah (Matba`at al Futuh al-Adabiyyah, 1331), 93;

Al Tahawi in Mushkil al Aathar (Hyderabad, 1333), ii, 307;

Al Manawi in Fayd al Qadir (Egypt, 1356), vi, 218, 358 and Kunuz al?Haqa'iq (Istanbul, 1285), 92;

Al Haythami Majma al Zawa'id (Egypt, 1352), vii, 17, ix 103, 104, 105, 106,107, 108, 119, 163, 164;

`Ali ibn Sultan Muhammad al Qari in Mirqat al Mafatih (al Matba`at al?Maymaniyyah, Egypt, 1309), v, 568.
 
Abu Nuaym al Isfahani; in Hilyat al Awliya (Egypt: Matbaat al?* Saadah, 1351) iv, 23, v, 26;

Follow these links. They include answers to all of your questions. For more let me know.

http://kr-hcy.com/Historicald/Fatawa/fatawa.shtml
http://kr-hcy.com/special/doubts/index.shtml
http://kr-hcy.com/Shia-Sunni/index.shtml
http://kr-hcy.com/akhyar/index.shtml
http://kr-hcy.com/hazar/index.shtml
http://kr-hcy.com/Huzaifi/Urdu/index.shtml
http://kr-hcy.com/iranquran/iranq.shtml
http://kr-hcy.com/Tshia/index.shtml
http://kr-hcy.com/shiadahrum/index.shtml
Also useful to watch
 
EniGma90

Minister (2k+ posts)
Meny kisi ki khilafat per to aitraz kia hi nahi janab aur nah hi shia ya sunni ka naam lia hay. mein sirf eik baat karrha hun jo is column mein likhi thee, 1400 saal purani baaton per behes aur larai ka koi faida nahi , ap shion ko kafir samjhtey aur shia apko, roses to them... thn y ru giving me link of a website belong to a terrorist part (Sipahe sahaba). Meny sirf is coloumn likhnay waley ki mutazad araa per aitraz kia tah. Jo lkay har koi parhne wala dekh sakta hay..
 
atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
???? ??? ????? ???? ???? ???? ?? ???? ????? ?? ????? ?? ???????? ?? ??? ???? ???? ????? ?????? ??? ?? ?? ????? ????? ??? ???? ??? ????? ?? ?? ??
?. ??? ????
?. ?????
?. ??????
?. ?????
?. ????? ??? ????? ??????

@9:10

Veila Mast

Senator (1k+ posts)
Aap Kay Mutabiq Pahla Farq Yah Hai Kah Janeeshen e Rasool Ko Khilafa e Rasool Kaha Jata Hai.

Q: Kiya Ulema Ko Ambiya Ka Waris Kaha Jata Sakta Hai?

Q: Agra Ulema Ambiya Kay Waris Hain To Kiya Sab Ulema Khilafa e Rasool Howay?

Q: Alim Fa'el Hai Ilm Ka, Bab e Ilm Kissay Kaha Gaya?

Q: Babe Ilm Honay Ki Wajah Say Phir Waris Kon Howa?

Doosra Farq: Khilafa Namzad Nahi Hota Jaisa Kah Afzul Lul Bashar Baad Az Ambiya Hazrat Abu Bakr Sadeeq Razi Allah Tala Anho

Q: Hazrat Umer Razi Allah Tala Anho Ko Kis Nay Chuna, Awam Nay Yah Kah Hazrat Abu Bakr Sadeeq Razi Allah Tala Anho Nay Khud Namzad Kiya?

Teesra Farq: Imam Allah Ki Taraf Say Appoint Hota Hai Iss Liye Dalil Ki Zaroorat Nahi?

Q: Kiya Dalil Quran o Hadees Say Ho Gi?

Q: Agar Dalil Quran o Hadees Say Honi Chahiye to Phir Quran Jama Kiss Rule Kay Tahit Howa?

Q: Aap Ko Maloom Ho Ga Kah Allah Tala Nay Quran Main Jo Masaraf e Zakat Bataye Hain Un Main Say Aik Masraf Kafir Ka Bhi Hai Jo Baad Main Hazrat Umer Razi Allah Tala Anho Nay Mana Farma Diya, Us Pah Aap Kiya Kahin Gay?

Chota Farq: Imam Masoom An Khata Hota Hai Jab Kah Khileefa Ka Darjah Mujtahid Ka Hai

Q: Kiya Aap Sahab Karam Rizwan Allah Tala Ajmaeen Ko "MAHFOOZ EN IL KHATA" Mantay Hain?

Q: Agar Khilafa Ka Darjah Mujhtahid Ka Hai To Aap Ko Maloom Ho Ga Kah MUJHTAHID KI GHALTI PAR BHI USS KO SAWAB MILTA HAI, To Goya Imam Ghalti Nahi Kar Sakta Magar Khileefa Ko Ghalti Pah Bhi Sawab Millay Ga, Iss Pah Kiya kahin Gay?

Pamchwa Farq: Imam Ko Koi Rook Took Nahi Yani Woh Mutliq ul Anan (Dictator) Hota Hai

Q: Kiya Shia Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho Ko Imam Nahi Mantay Hain?

Q: Kiya Hazrat Ali Razi Allah Tala Anho Adalat Main Paish Nahi Howay Jan Un Ki Apni Zirah Ka Muqadma Iss Liye Kharij Ho Gaya Kah Un Kay Pass Gawah Un Kay Betay Hazrat Hassan Razi Allah Tala Anho Thay Aur Ghulam Jin Ki Gawahi Nahi Qabool Ki Ja Sakti, Goya Kah Apni Hee Zirah Say Apnay Hee Hakoomat Main Mahroom Hona Para, Kiya Yah Rook Took Nahi?

Closing Comments: Iran Ka Andaz e Hakoomat

Q: Aap Nay Iran Ka To Bata Diya, Saudi Arab Ka Nahi Bataya, Us Kay Mutaliq Bhi Kuch Irshad Ho

Akhir Main Agar Aap Ki Tabiyat Ko Na Gawar Na Guzre To Yah Irshad Kijye Kah Jo Signature Main "SIRF" Ya Allah Madad Aap Nay Likha Hai To Iss Ki Wazahat Bhi Farma Dijye Kah Yah Aqeeda Aap Nay Kahan Say Liya Hai, Kiyon Kah Jahan Tak Quran Ki Baat Hai To Ajiz Arz Karay Quran Kay Nazdeek Allah Madad Karta Hai, Hazrat Jibrael Madad Karatay Hain, Naik Iman Walay Madad Kartay Hain, Farishtay Madad Kartay Hain, Parhiye Surat Tahreem Ayat No. 4

Umeed Hai Aap Meri Maroozat Pah Kissi Khafgi Ka Izhar Nahi Farmain Gay Aur Na Muujhay Shia Labell Karain Gay Kiyon Kah Agar Aap Meri Post Parhain To Ajiz Nay Sab Sahaba Ka Tazkara Un Ki Shan Ki Mutabiq Karni Ki Koshish Ki Hai Aur Be Shak Allah Nay Un Ko Bari Shan Ata Ki Hai
 
dukelondon

Senator (1k+ posts)
@sdmuashr

Aal-e-Saud ka doodh pee pee kar palnay waalay Iblees kay sipahi, tum kitni bhi koshish kar lo nafrat phailanay ki laiken Ummat inshaAllah Muttahid rahey gi. Hats off to Velia Mast bhai. Excellent post as usual.
 
Only one of your comments (Akhir Main Agar Aap Ki Tabiyat Ko Na Gawar Na Guzre To Yah Irshad Kijye Kah Jo Signature Main "SIRF" Ya Allah Madad Aap Nay Likha Hai To Iss Ki Wazahat Bhi Farma Dijye Kah Yah Aqeeda Aap Nay Kahan Say Liya Hai, Kiyon Kah Jahan Tak Quran Ki Baat Hai To Ajiz Arz Karay Quran Kay Nazdeek Allah Madad Karta Hai, Hazrat Jibrael Madad Karatay Hain, Naik Iman Walay Madad Kartay Hain, Farishtay Madad Kartay Hain, Parhiye Surat Tahreem Ayat No. 4) is enough to judge your intellectual level.

Dear Mr./Ms., please rectify your beliefs. You can find answers to all of your questions from renowned Scholars (Prophets, Sahaba and their followers).
Each of your questions has already been addressed in great detail (e.g. in books, in bayan/speeches) by Ulema/scholars in every era. The problem arises only when one becomes subjective and does not want to spend considerable amount of time to read these answers. Finding out the truth always takes time and effort.

If you are really sincere please read these books on the following links and also listen to the right scholars!!!

http://ahlehaq.org/ah/index.php?option=com_jdownloads&Itemid=148&view=viewcategory&catid=4
http://darseaquaid.com/audio.html
http://www.darsequran.com/
http://kr-hcy.com/PDFBooks/sahaba.shtml
http://kr-hcy.com/PDFBooks/islamicissuespdf.shtml
http://www.khanqah.org/books
http://www.thedefendersoftruth.com/BooksAndAudio/BooksAndSpeechs.asp?txtSer=DOTBKADMNU&Submit=Search
http://www.thedefendersoftruth.com/TPL/Read_Or_Listen.asp?txtSer=IUSM&Type=BKS&Submit=Search
http://www.bayanulquran.com/
http://www.deeneislam.com/
http://www.tauheed-sunnat.com/sunnat/taxonomy/vocabulary/islamic-books
http://shaheed-e-islam.com/
 
Last edited:

tajammulali

Councller (250+ posts)
یہ بھائی صاحب اس فورم پر آ کر شیعہ اور سنی کا مسلہ حال کریں گے جو صدیوں تک بڑے جید علما حال نہ کار سکے ویسے اس کے علاوہ آپ کے پاس کوئی دوسرا موضوع نہیں تھا کتنے شیعہ اور سنیوں کو اکٹھا کیا ہے اب تک
 
Waseem

Moderator
Staff member
@ Thread Starter, sectarian debate is not allowed here, please don't post such stuff again. .

Thread Closed.
 
Status
Not open for further replies.