AOA Moazzam bhai . Kya halaat hein YDA (Young doctors association ) punjab kay ? Was watching TV , Bohat ajeeb ajeeb khabrain aa rahi hein ! Khyber PK kay doctors nay bhi Punjab kay doctors ki himayat ka eylaan kar diya hay ! they are also on strike , sindh kay nerds pata nahi kab jagain gay ..