Re: To PTI fans: AJK elections!
HAHAHHA...........It really hit you...............Whatever leave it.
I think there was nothing special to reply in your post. You just tried a useless attempt to prove yourself a "Philosopher" but fail. Don't try to tell such stupid thing to others, otherwise they would admit you straight in Mental Hospital.
You can't even apply for contesting election without money. In Election on every step you will need money but you are saying that election needs leader not money. If this would be case our Assemblies would filled with Poor "Leaders". Even in developed country, all most all leaders are very rich e.g. David Cameron is a businessman. Obama and his wife are successful Lawyers, Bush has a huge business empire etc. Don't try to quote Ahmadinijad here, which is an exceptional case but he & Erdogan (of Turkey) had been remained Mayors of the big (Tehran& Istanbul respectively) cities.
I think you are living in Dreamland where nothing is required but "Dreams" to live there. I tried to bring you out of your dreamland to practical world but I think you don't want to come out of your dreamland. So stay there and form a party which contest election in free without spending any penny.
And first prove yourself as "Laiq" & "Ahal", then tell me. If it is done, I wouldn't mind to become your "Shagird" but come out from dreamland, rather fools' land first.
اس سارے اقتباس میں آپ نے حد درجہ کوشش کی عمران خان کی سوچ کی نفی کرنے کی اور اس سے اندازہ ہوا کے تحریک انصاف کی بھی ووہی سوچ ہے جو کے پاکستان میں موجود دیگر سیاسی جماعتوں اور تحریکوں کی ہے پھر یہ نام نہاد عام آدمی کو سامنے لانے اور نے چہروں کو سامنے لانے، نے نظام کا واویلا اور پروپیگنڈا کرنا بند کرو بلی کو تھیلے سے بھر لے آؤ اور کھل کر پاکستان میں پاکستان کی سیاست کرو.
آپ سے میری جتنی بھی بات ہی اب تک اس میں مجھ کو آپ کی طرف سے مایوسی اور خود اعتمادی کا فقدان نظر آیا صرف باتیں کرنے سے اور فورم پر بیٹھ کر لکھتے رہنے سے کیا آپ اپنی تحریک کا حق ادا کر رہے ہو؟
یہ تو سب ووہی باتیں کی جو کے اسمحاورے کے مصداق ہیں
کب نو من تیل ہو گا کب رادھا ناچے کی.
Mere first comment ko hi aap ne ghalat liya mujh Mutahida ka memeber samjha is se aap ki taasubaana soch ka pata lagta hei.
Tanqeed ko bardasht karney ka aap mein hosla mnahin. dunya mein Allah Tabruk o Taala ney her insan ko us ke hisaab se soch dee hei or wohi apni soch ke hisaab se hi sochta hei na ke aap ki soch ke andaz se sochey ga. or siyasat mein her qadam per aap ko aap ki soch se diffrence rakhney waley log milen gey kia aap un sab ko isi andaz mein convince karen ge?
Aap ki tehreek naye hei or degar parties kafi arsey se Pakistan mein mojod hein or is waqt for example agar aap karachi jayen to wahan aap ko mutahida ke haami milen ge. Androon sindh PPP ki ijaradari he. KPK mein ANP or JUI(F) Panjab mein PMLN, PMLQ or PPPP kia aap unke supporters ko is waja se convince nahin karen ge ke yeh to pehlay se hi falan falan tanzeem se taluq rakhtey hein.
Mere bhai! kehney ka matlab yeh hei ke yeh koi valid reason nahin deeya aap ney ke Kashmir mein PTI is waja se hissa nhain le rahi ke rupey paisey ki kami hei. Agar isi siyasi culture ke hisaab se elelction larna hei ke jab paisey honge to election mein hissa len ge to kia change la rahey hein aap? bicot ka change? medaan khali chor deney ka change?
Allah ke farman Ka mafhoom hei ke Mien bhi us Insaan ki qismat nahin badalta jo ke koshish na kare.
Aap ke jawab mein mujh ko Ropey paisey per aqeen zada nazar aaya Allah Rab-ulizzat ki zaat per emaan kam.
Himmat e Mardaan Madade Khuda
Uth Banda kamar kia darta hei ......phir dekh khud kia karta hei.
Allah Tabruk o Taala ki taraf se Hazrat Muhammad Saw per jo dosri wahi nazil hui thi un aayat ko le kar unki tafseer zaror parhiye ga aap ko meri bat samjh aa jaye gi.
Wasalam
aap ka kherkhuwah
Note:: Farz Karen mein kashmiri hoon or mein tehreek insaaf ko vote dena cahata hon jaisa ke aap ki party ke her supporter ney aapney messages mein likh rakha hei ke ab key budlo bure nizam ko ....ab ke vote imran ko. or mein Ballot paper per Tehreek Insaaf ka Itekhabi nishani kia khud design karon ga ? vote deney ke liye