Congratulations Imran Khan on such a brave effort, tamam geder apni billon mai ghusay hoye hain oor unkai pillay Siasat.pk per Imran per tankeed ker rhay hain, jab pehla dharna pishawar mai tha tou shour tha kai pishawar dharne ka kya faida dharna kerna hai tou karachi karo neto supply lines per, ab jab Karachi dharna ho rha hai tou yeh pillay shour ker rhay hain kai Karachi dharne ka kya faida dharna tou Islamabad hona chahiye, tou pillon zara yaad karo reymond davis ki rehai per sab se pehlay ISlambad mai Imran nai jalsa kiya tha, tumhare gedar tou apni billon mai ghusay hoye hain himat hai tumhari kai kaise unko defend kertay hou.
oor jahaan tak ye baat hai kai is dharne ka kya faida , kya ghar bhaith jana oor moun chupa laina ziada behtar hai ya zulm kai khilaf aawaz uthana, faisla aap ya aap ka zameer ker sakta hai, hamara mazhab hamay yeh dars daita hai kai zulm kai khilaf aawaz haq buland karo, dosra yeh kai aksar pillay yeh aitaraz ker rhay hain kai 2 din kai dharnay ka kya faida tou mere aqal intelectualls pillon Imran koi mulk mai anarki nhee phelana chahta , aik awam ki awaz hoti he, aik jamhori haq hota hai oor uski limits mai reh ker hi qadam uthana chahiye, yeh tou hakoomat oor apposition ki zimadari hai kai woh awam ki awaz sunain.