To All Pardesi brothers ... This will touch your heart 100%

Adeel Rehman

Chief Minister (5k+ posts)
Jub hum bhi pardes mai nayee thai to halaat kuch mukhtalif nahi thai par yeh wakt buhat zalim cheez hai doost... aadmi aadi ho jata hai par wakt itna zalim nahi kai dil mai sai Maa ka pyaar aur yaad ko mita sakai.... mai to roz yeh duwa karta hon kai ALLAH pakistan kai halat jaldi sai achai karai ko koi bhi pardes mai naa rahai... sub apnai mulk laut ayai aur apni maao kai saath rahain...

i m here in saudi litter more than 5 years lakin dil pakistan me hi atka rehta hy... i also pray for the betterment of ecnomic situation of our country...
 

Zafar Malik

Chief Minister (5k+ posts)
Pardes mein aise bhi jin ko 20-20 sal ho gae nah woh wahan leagal ho sakte hein aur nah hi wapis apni maan ke qadmon mein ja sakte hein kiunkeh pakistan mein ja kar woh poori poori family ko khud kashi ke liye majboor nahein karna chahte
aur hakoomat pakistan ne un jaise logon ke nah koi mansooba banaya nah hi koi umeed hai ..dua karein app un sab ke liye jin ki eidein ro ro kar guzarti hein ..kai ashab ko mein janta hoon jin ke beite matric high school kar chuke hein aur unhon ne unko dekha tak nahein un ke aane ke baad woh paida hoe , ab ja kar koi soorat hoi hai keh cam par aik doosre ko dekh laite hein ....
 

GeoG

Chief Minister (5k+ posts)
خوش نصیب ہیں وہ کہ دور رہ کر بھی روز ماں کی دعائیں تو لے سکتے ہیں
اور بدنصیب ہم کہ ہر عید سوچتے ہیں کہ ماں اس عید ایک تیری گود میں ایک لمبی نیند سوتے
گر تو اس جہان ہوتی

کیا بےبسی ہے اپنی کہ وہ چاہ کر بھی پاس بلاتی نہیں

 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
آج ساتویں عید گزر گئی، اپنی ماں سے دور، اے اللہ کب یہ امتحان ختم ہوگا ؟

Allah aap ki Walida ko Salamat Rakhay aur un ko achi sehet de aameen
Aur Allah aap ko aur aap ki walida ko bohut se saal aik saath guzarne ka Mooqa naseeb kare aameen.
 

Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
جذبے زندہ ہوں اور دلوں میں نرم گوشہ ہو تو جنت کا راستہ آسان ہے ..... مجھے بھی اس امیج نے بہت رلایا ہے .


Main to Pakistan main hi hoon apne maa baap ke saath par is Poem ko parrh kar meri aankhon main aansoo aa gaye ... Main samajh sakta hoon un Pardesiyon ke dil ka dard jin ke maa baap Pakistan main hain
 

PAINDO

Siasat.pk - Blogger
بے وطن ہوئے اور کشتیاں کیوں جلا دیں
گزارا تھا جہاں بچپن وہ بستیاں کیوں بھلا دیں
اک پل بھی بچھڑنا جن سے محال لگتا تھا
غمِ حالات نے وہ ہستیاں کیوں بھلا دیں
کبھی تھا وہ زمانہ صدا مخمور رہتے تھے
روزگار ظالم نے وہ مستیاں کیوں بھلا دیں
 

RUMIjee

MPA (400+ posts)
Really childish, reading it makes me peeook..man grow up...smell the coffee or tea quit smelling like suckling....................:P
 

nuzhatghazali

Minister (2k+ posts)
Main to Pakistan main hi hoon apne maa baap ke saath par is Poem ko parrh kar meri aankhon main aansoo aa gaye ... Main samajh sakta hoon un Pardesiyon ke dil ka dard jin ke maa baap Pakistan main hain
یہ چند سال پہلے پاکستان میں آیے ہووے سیلاب میں ماں باپ سے بچھڑے ہووے ہزاروں بچوں میں سے ایک بچی کی تصویر ہے ، جس پر نظم لکھی ہے .
 

evanescence

MPA (400+ posts)
I repeatedly listened to this song on EID and literally every time hardly controlled tears. All alone ... spent 3 days in a single room.



 

nuzhatghazali

Minister (2k+ posts)
Jub hum bhi pardes mai nayee thai to halaat kuch mukhtalif nahi thai par yeh wakt buhat zalim cheez hai doost... aadmi aadi ho jata hai par wakt itna zalim nahi kai dil mai sai Maa ka pyaar aur yaad ko mita sakai.... mai to roz yeh duwa karta hon kai ALLAH pakistan kai halat jaldi sai achai karai ko koi bhi pardes mai naa rahai... sub apnai mulk laut ayai aur apni maao kai saath rahain...
ہزاروں لوگ وطن واپس انا چاہتے ہیں لیکن ملک کے حالات
اجازت نہیں دیتے ،اپنے ملک کا نظام صحیح ہوجایے تو اپنا ملک کسی پیرس سے کم نہیں .
 

Nike_313

Politcal Worker (100+ posts)
Bhai pnay area main Allah kay deen ki mahnat karnay walay loogoon ko talash karoo, Quran seekhnay sikhanay ka pabandi say ahtamam karooo....... Insha Allah apka har din Qeemti ban jaye gaaa, aur appki Ammi aur Abbu ko apkay naik kaam sadqa e jariya bhi milay ga...
 

Back
Top