pakistani guy
Senator (1k+ posts)
Aisa konsa bara kaam kiya hai Mustafa Kamal ne?
Sirf 9 zero ko sajaya hai Karachi me itne ilake hain jaha pr na sarak hai na bijli hai na pani hai na gas hai, bagar planning k Karachi ko barhaya gaya hai. Sare sewerage lines band parhi hain. Na transport system hai na sewerage system hai, Lines me pani bhi nhi ata adhay se zayada ilaqo main.
Karachi Asia ka hub hua karta tha ab halat dekho...
haan 65 saal ka waban mustafa kamal aur MQM [hilar][hilar][hilar]