Sorry to all PTI Supporters.

Young_Blood

Minister (2k+ posts)
Inthaie Maazrat k Saath,, to all PTI Supporters..
Mujhey Laakh ikhtlaaf sahi Hasan Nisar se,,, Magar jo baat such hai haqeeqat hai uss ka maien hamesha saath deta hoo, chahay wo jo bhe insaan karey.
Main khud pareshan hoo aur sochta hoo, k aakhir doosri siasi parties, aur PTI main kya faraq hai?
Jamat e Islami bhe dharne de rahi hai, wo bhe rallies aur jalsay kerti hai,,, jese PTI ker rahi hai,,,
Aik doosrey per ilzaam laganay ke siasat pakistan main her party kerti hai,,, PTI bhe yehi ker rahi hai....

Imran Khan bhe agar doosri parties ke terha ke siasat kerna chahtay hein, to im sorry,,, mujhey kehna parey ga, k Imran Khan ke tarz e siasat bhe bilkul wese he hai jese PPPP,PML (N).ANP,PML (Q) JI ke hai,,

Hamein aik different party chahiay,, jo haqeeqatan pakistani logo ke terjmani kerti ho, jo pakistani awaam ke baat manti ho, na k kisi aur k isharay per amal pera ho,,, mujhey wo party aur party leader chahiay, jo awaam ke awaaz ko sunay, jo awaam chahti hai wahi amal uss leader ka bhe ho,,, magar Imran Khan ne ab tak kuch bhe aisa nahi keeya,,, jis se sabit ho sakay k Imran Khan awaam ke nabz ko samjhta hai, aur AMALAN,, PRACTICALLY kuch ker raha hai,,,, dharnay se, jalso se kuch nahi hota my dear Imran Khan,,

Kuch panay k liay kuch khona perta hai,, main ne jab bhe aap ka interview suna aap aik he baat hamesha repeat kertey rehtey ho,,, Nawaz sharif tax nahi deta, in k assets mulk se bahir hein, iss k alawa koi teesri baat nahi Imran Khan k paas,,,,

ye kesa leader hai, jo awaam ke nabz ko nahi samjhta, awaam roads per nikalnay ko tiyar hai, imran khan ke leader ship main,,, magar Imran Khan sahib ,, pata nahi kiss waqt k intizar main hein?
kabhi kabhi mujhey PML (N) ke baat such lagnay lagti hai k Imran Khan,,, Zardari k kehne per pml (n) ke party ko budnaam ker rahy hein, aur PPP ke govt ko sahara de rahay hein,,,
doosri taraf mera apna khayal hai k imran khan ka remote kisi aur k haath main hai, jab wo hukam de ga, wo ishara de ga to imran khan koi amali siasat karein gay...

Koi hai jo mujhey mere sawal ka jawab de sakay,,,, k aakhir imran bhai kiun wait ker rahay hein,,, kiss waqt ka intizar ker rahay hein?
aik taraf Imran bhai kehte hein k log tabdeeli chahtay hein, mere saath hazaro lakho log hein,, mulk main inqlaab aa chuka hai,,,, doosri taraf kehtey hein k election supreme court k under honay chahiay,,,
aap ne ab tak iss govt k khilaaf aisa kon sa aham step uthaya hai jo dosro se mukhtlif ho aur jis se ye andaza ho sakay k aap k step se govt hil gai ho, aur koi result aaya ho?
agar dharnay he dene hein to JI to master hai dharnay dene mein,, agar rallies he nikalni hein to sunni tehreek sab se bet option hai, aur agar jalsay he kerne hein to MQM se bara jalsa kon kerta hai,,,

Be practical Imran Bhai,, batein nahi,, kuch amli step uthaien, jis se hamein pata chalay k aap mein PTI main aur doosri parties main wazhya farq hai....

werna jitne bhe log aap k saath hein wo meri terha disapoint hotey jaien gay, aur aik waqt aaey ga, k aap ke jo din ba din taqat bherti ja rahi hai wo aap ke galat policies ke waja se kam hoti jaey ge.
abhi waqt aap k paas hai, faida utha saktay hein to uthaa lein, werna bohat dair ho jaey ge,,, aur jab dair ho gai to aap k haath main kuch nahi aana,

main aik baat yaha kehta chalo,,, agar Imran Khan ne aur PTI ne koi wazhya step nahi uthaya iss govt k khilaaf, to main 100% ye baat tasleem ker loo ga, k PTI imran bhai,, ke aur k isharo per chal rahay hein, aur uss power ne imran khan ko ye ensure ker dia howa hai k agli govt aap ke he banay ge aur aap he PM ho gay,,
agar aisa hoowa to mujhey Imran Bhai se sakht ikhtlaaf ho ga, aur mujh samait aur bohat se workers aur supporters ko bhe,,,
kiun k mein awaami taqat se tabdeeli dekhna chahta hoo, na k kisi aur ke support se,,
 
pak4rule

Senator (1k+ posts)
100% agree.
thats what I have been noticing and keep saying .
IK seems failed to deliver what nation was expecting from him.
He is just an ordinary or less than ordinary politition.
I pray Allah give us a wise leader with guts to act on time not just defaming his opponents.
 
Young_Blood

Minister (2k+ posts)
I know mujhey bohat se users dislikes karein gay, magar jo siasat ko sahi terha samjhtey hein, wo meri baat per zaroor agree karein gay. siasat main kal ka word nahi hota, jo hota hai aaj k aaj he hota hai,, aur aaj Imran Khan ka hai, agar Imran ne aaj se faida nahi uthaya to uss ke kal kabhi nahi aaey ge,

Siasat main apni party se positive ikhtlaaf kerna her worker ka right hai, aur mera ikhtlaaf PTI se muhabbat aur ehsaas show kerta hai,

shaour rekhne walay, aur siasat ke gehraie ko samjhne walay please positive comments dijiay.
 
Mr.Restless

Senator (1k+ posts)
aap kia chahtay IMRAN un hazrat k khilaf ko bat bi na kre jo es mulk ko loot k kha gay hein..ager aap es ko ilzam samjhtay hein to aap ke marzi main es ko awarness samjhta hun..esi awarness se logo ko corrupt politicians se nijat dilai ja skti hai..dosraa imran ne kabi ksi ke zaat ko tanqeed nahn bnaya..kmal hai bhai g apko crystal clear admi main bi khamiyan nazar ati hein..phir faristoo ka intazar krtay hein wo aa ker es mulk ko bachain ge
 
shaheedchoudry

Minister (2k+ posts)
@Young_Blood
You have complained and complained and complained. What is that you really want IK to do? You are not clear yourself. You want him to do something different. And what would that be? You don't know that.
You are saying that he keeps on repeating his stance. So you want him to say,"wada koi Quran Hadees hota hai?"
He says many many things on all topics but you just picked his criticism on Nawaz Shareef.
You think, he is tool of Zardari? Zardari sey Imran koi thorri karta hai. You think army is behind Ik? Did you watch 2nd clip of 24th august Shahid nama? He criticized army like no one could do.
So instead of making issue out of nothing, why don't you suggest what should he be doing?
Hasan Nisar's appeal to Ik to come out and do violence sounds good in a talk show but do you want PTI to be like other violent parties. Don't you see violent parties in Karachi? IK always idealizes Mr.Jinnah. Did mr.Jinnah do what you or Hasan Nisar want Imran to do?
I was almost stunned to read that you have problem with Imran looking towards supreme courts for clean elections. Only PTI is asking for refined electoral lists? Don't you find that interesting? Only one party saying elections should be on Nadra cards and bogus votes should be erased. Only the party that does not depend on rigging can demand that. We hope for clean and fair election with all young voters included.
 
Rana Tahir Mahmood

Farishtay have already spoiled our country. We should look forward and get up to build our country and future.
 
shaheedchoudry

Minister (2k+ posts)
I know mujhey bohat se users dislikes karein gay, magar jo siasat ko sahi terha samjhtey hein, wo meri baat per zaroor agree karein gay. siasat main kal ka word nahi hota, jo hota hai aaj k aaj he hota hai,, aur aaj Imran Khan ka hai, agar Imran ne aaj se faida nahi uthaya to uss ke kal kabhi nahi aaey ge,

Siasat main apni party se positive ikhtlaaf kerna her worker ka right hai, aur mera ikhtlaaf PTI se muhabbat aur ehsaas show kerta hai,

shaour rekhne walay, aur siasat ke gehraie ko samjhne walay please positive comments dijiay.
Imran said few days ago, "jo kehtay hain k siasat main koi harf - e-akhir nahi hota" ............Kia banday ka koi emaan nahi hota?
Jab kisi nay taana diya k aap kamyab nahi hongay aur Asghar Khan ki tarah hi rahain gey. He replied, no problem, "aaj Asghar khan ko koi gali tou nahi deta.
Imran can sacrifice govt post for his principles. That is why I and millions like him. Agar beyzameer, choor daku, haram khore, bhatta khore, fraudisy fake degree walay aap ko pasand hain tou aap k pass tou bahut hi choice hai.
 
Raheem

Banned
@Young_Blood
You have complained and complained and complained. What is that you really want IK to do? You are not clear yourself. You want him to do something different. And what would that be? You don't know that.
You are saying that he keeps on repeating his stance. So you want him to say,"wada koi Quran Hadees hota hai?"
He says many many things on all topics but you just picked his criticism on Nawaz Shareef.
You think, he is tool of Zardari? Zardari sey Imran koi thorri karta hai. You think army is behind Ik? Did you watch 2nd clip of 24th august Shahid nama? He criticized army like no one could do.
So instead of making issue out of nothing, why don't you suggest what should he be doing?
Hasan Nisar's appeal to Ik to come out and do violence sounds good in a talk show but do you want PTI to be like other violent parties. Don't you see violent parties in Karachi? IK always idealizes Mr.Jinnah. Did mr.Jinnah do what you or Hasan Nisar want Imran to do?
I was almost stunned to read that you have problem with Imran looking towards supreme courts for clean elections. Only PTI is asking for refined electoral lists? Don't you find that interesting? Only one party saying elections should be on Nadra cards and bogus votes should be erased. Only the party that does not depend on rigging can demand that. We hope for clean and fair election with all young voters included.
What a load of rubbish, Imran Ka chamcha
 
Night-Hawk

Senator (1k+ posts)
Inthaie Maazrat k Saath,, to all PTI Supporters..
Mujhey Laakh ikhtlaaf sahi Hasan Nisar se,,, Magar jo baat such hai haqeeqat hai uss ka maien hamesha saath deta hoo, chahay wo jo bhe insaan karey.
Main khud pareshan hoo aur sochta hoo, k aakhir doosri siasi parties, aur PTI main kya faraq hai?
Jamat e Islami bhe dharne de rahi hai, wo bhe rallies aur jalsay kerti hai,,, jese PTI ker rahi hai,,,
Aik doosrey per ilzaam laganay ke siasat pakistan main her party kerti hai,,, PTI bhe yehi ker rahi hai....

Imran Khan bhe agar doosri parties ke terha ke siasat kerna chahtay hein, to im sorry,,, mujhey kehna parey ga, k Imran Khan ke tarz e siasat bhe bilkul wese he hai jese PPPP,PML (N).ANP,PML (Q) JI ke hai,,

Hamein aik different party chahiay,, jo haqeeqatan pakistani logo ke terjmani kerti ho, jo pakistani awaam ke baat manti ho, na k kisi aur k isharay per amal pera ho,,, mujhey wo party aur party leader chahiay, jo awaam ke awaaz ko sunay, jo awaam chahti hai wahi amal uss leader ka bhe ho,,, magar Imran Khan ne ab tak kuch bhe aisa nahi keeya,,, jis se sabit ho sakay k Imran Khan awaam ke nabz ko samjhta hai, aur AMALAN,, PRACTICALLY kuch ker raha hai,,,, dharnay se, jalso se kuch nahi hota my dear Imran Khan,,

Kuch panay k liay kuch khona perta hai,, main ne jab bhe aap ka interview suna aap aik he baat hamesha repeat kertey rehtey ho,,, Nawaz sharif tax nahi deta, in k assets mulk se bahir hein, iss k alawa koi teesri baat nahi Imran Khan k paas,,,,

ye kesa leader hai, jo awaam ke nabz ko nahi samjhta, awaam roads per nikalnay ko tiyar hai, imran khan ke leader ship main,,, magar Imran Khan sahib ,, pata nahi kiss waqt k intizar main hein?
kabhi kabhi mujhey PML (N) ke baat such lagnay lagti hai k Imran Khan,,, Zardari k kehne per pml (n) ke party ko budnaam ker rahy hein, aur PPP ke govt ko sahara de rahay hein,,,
doosri taraf mera apna khayal hai k imran khan ka remote kisi aur k haath main hai, jab wo hukam de ga, wo ishara de ga to imran khan koi amali siasat karein gay...

Koi hai jo mujhey mere sawal ka jawab de sakay,,,, k aakhir imran bhai kiun wait ker rahay hein,,, kiss waqt ka intizar ker rahay hein?
aik taraf Imran bhai kehte hein k log tabdeeli chahtay hein, mere saath hazaro lakho log hein,, mulk main inqlaab aa chuka hai,,,, doosri taraf kehtey hein k election supreme court k under honay chahiay,,,
aap ne ab tak iss govt k khilaaf aisa kon sa aham step uthaya hai jo dosro se mukhtlif ho aur jis se ye andaza ho sakay k aap k step se govt hil gai ho, aur koi result aaya ho?
agar dharnay he dene hein to JI to master hai dharnay dene mein,, agar rallies he nikalni hein to sunni tehreek sab se bet option hai, aur agar jalsay he kerne hein to MQM se bara jalsa kon kerta hai,,,

Be practical Imran Bhai,, batein nahi,, kuch amli step uthaien, jis se hamein pata chalay k aap mein PTI main aur doosri parties main wazhya farq hai....

werna jitne bhe log aap k saath hein wo meri terha disapoint hotey jaien gay, aur aik waqt aaey ga, k aap ke jo din ba din taqat bherti ja rahi hai wo aap ke galat policies ke waja se kam hoti jaey ge.
abhi waqt aap k paas hai, faida utha saktay hein to uthaa lein, werna bohat dair ho jaey ge,,, aur jab dair ho gai to aap k haath main kuch nahi aana,

main aik baat yaha kehta chalo,,, agar Imran Khan ne aur PTI ne koi wazhya step nahi uthaya iss govt k khilaaf, to main 100% ye baat tasleem ker loo ga, k PTI imran bhai,, ke aur k isharo per chal rahay hein, aur uss power ne imran khan ko ye ensure ker dia howa hai k agli govt aap ke he banay ge aur aap he PM ho gay,,
agar aisa hoowa to mujhey Imran Bhai se sakht ikhtlaaf ho ga, aur mujh samait aur bohat se workers aur supporters ko bhe,,,
kiun k mein awaami taqat se tabdeeli dekhna chahta hoo, na k kisi aur ke support se,,

waah bhaai sahab waah jab qaaflay walay hi thak jaaen to meer e karwaan ka kia kasoor? aap na sirf thakay huay hain balkeh maghloob e gumaan ho kr wohi ilzaamaat laga rahay hain jo noon leegion ka khaasa hain
 
Islamabadi1

Minister (2k+ posts)
Oye munnay...what do you want IK to do? I know you are also one of those dreaming of a revolution...and after dreaming for the past 2 years you are disappointed. IK knows there has never been a revolution in the history of mankind in a democracy and that is why he talks about elections. Get it ? Elections? It is the day most of you morons take a day off picnicing...
 
Zoaib

Minister (2k+ posts)
Much as you would want to, Imran cannot make such decisions himself. PTI has to consult fully through its CEC to decide about anything. There are a lot of other considerations that go into launching a mass movement and they've to be kept in mind too. So timing is important here. Imran can't just take off on the advice of one danishwar who has, till recently, been supporting MQM and now suddenly realized Imran is a leader...
 
sahiL

Senator (1k+ posts)
yaar night hawk brother....itni mushkil urdu boltay ho mujeh toh google kerni pari...phir apki post ki samaj ayiii.....lolz
waah bhaai sahab waah jab qaaflay walay hi thak jaaen to meer e karwaan ka kia kasoor? aap na sirf thakay huay hain balkeh maghloob e gumaan ho kr wohi ilzaamaat laga rahay hain jo noon leegion ka khaasa hain
 
syediqbal

Minister (2k+ posts)
PTI is not a terror party, like others, so pls take a few moments to rethink what ever over friends said earlier. We should respect evey body's concern, ofcourse we all are Pakistani's and have a lot of pain what is being happening in these days....only time will change with help of you and me....inshallah.
 
cheema.ji

Voter (50+ posts)
You dont have to be sorry .. its ur right to disagree or even leave the party, rather ideology, if u r not satisfied. PTI is not like MQM or other political mafias where one cant go against the party leadership.
You just tell us a better party and leader than PTI & IK,, from the present lot????????? You wont find any...
IK doesnt want bloodshed and anarchy in our beloved PAKISTAN. He want a peaceful revolution through ballot but yet he is a visionary leader, he sees that ultimately people have to come on streets to get rid of this corrupt status quo tola and for that he and his party is doing jalsas and dharnas to create awareness among people and make them ready to fight for their rights, freedom and homeland.

For those who say agencies are supporting IK like they supported Nawaz Shareef should rethink... IK and his party is struggling for past 15 years because of their ideology for making Pakistan a modern welfare Islamic state if they didnt have any ideology or wanted to play power politics ... they could have made alliances with old corrupt useless parties but they are struggling and creating awareness ..

Use the power of your vote if u want change .. change do not come rapidly .. u have to build momentum and create awareness in masses (as PTI is doing) as every genuine thing comes gradually.. Support PTI and IK if u want a real better change in PAKISTAN ..
 
Last edited:

junaids

MPA (400+ posts)
With all due respect to the supporters of PTI, I would like to put forward some ideas (old and new) that may help.

IK needs to start delivering now instead of waiting for after elections to show what he can do. Start with mobilizing the youth for constructive activities before the elections. PTI can help show the awaam how they can help themselves without having to wait for the government to come and do things for them. Apni maddad aap ke tahet let the awaam learn to become independent in their undertakings. The awaam can clean and decorate their own localities. Feed the hungry and clothe the needy in their areas. Help run free medical clinics, free door to door transportation for the elderly and the handicap. Plant trees and other foliage. These acts and others can help create an atmosphere where the awaam will see positive results and have no choice but to vote for the one that helped instill this independence and betterment in their lives.

PTI supporters, instead of begging/hounding people to give you a chance, prove yourselves worthy of their vote!​
 
Last edited:

Aijazahmed

Minister (2k+ posts)
With all due respect to the supporters of PTI, I would like to put forward some ideas (old and new) that may help.

IK needs to start delivering now instead of waiting for after elections to show what he can do. Start with mobilizing the youth for constructive activities before the elections. PTI can help show the awaam how they can help themselves without having to wait for the government to come and do things for them. Apni maddad aap ke tahet let the awaam learn to become independent in their undertakings. The awaam can c[COLOR=#0000FF !important]lean
and decorate their own localities. Feed the hungry and clothe the needy in their areas. Help run free [COLOR=#0000FF !important]medical clinics[/COLOR], free door to door transportation for the elderly and the handicap. Plant [COLOR=#0000FF !important]trees[/COLOR] and other foliage. These acts and others can help create an atmosphere where the awaam will see positive results and have no choice but to vote for the one that helped instill this independence and betterment in their lives.

UTOPIA:lol: