choron aur lutairon ko vote detay huay humein kutch nai hota aur aik miraasi aa gya tu us ko vote detay huay kitna soch rahay hain............Khuda ka naam hai bhai....us ko dekho jo nazrya rakhta ho na kay personal attack shuroo kar du..
yar abto jo hona tha ho gaya, agely match ki tayari karin ab hum
ab rooney ka faida